Nokia 5320 XpressMusic Cellular Phone Logo

Related Topics:

sikander ali Posted on Apr 25, 2011
Answered by a Fixya Expert

Trustworthy Expert Solutions

At Fixya.com, our trusted experts are meticulously vetted and possess extensive experience in their respective fields. Backed by a community of knowledgeable professionals, our platform ensures that the solutions provided are thoroughly researched and validated.

View Our Top Experts

Mary pass nokia 5320 hai. problem yeah hai ke maray pass jo mtnl 3g ka numberhai.GPRS SETTING KE PROBLEM HI, KAI BAAR setting lanay per bhi, gprs active nahi ho raha hai. On karanay per yeah problem show karta ( web page not found) hai.

1 Answer

Anonymous

Level 3:

An expert who has achieved level 3 by getting 1000 points

All-Star:

An expert that got 10 achievements.

MVP:

An expert that got 5 achievements.

Vice President:

An expert whose answer got voted for 100 times.

  • Master 438 Answers
  • Posted on Apr 25, 2011
Anonymous
Master
Level 3:

An expert who has achieved level 3 by getting 1000 points

All-Star:

An expert that got 10 achievements.

MVP:

An expert that got 5 achievements.

Vice President:

An expert whose answer got voted for 100 times.

Joined: Feb 06, 2011
Answers
438
Questions
0
Helped
79481
Points
1310

Sayed,

MTNL ek sarkari organisation hai. Aap ko un ke pass jana parega aur un ko mil kar gprs activate and phone par receive karna parega. Isliye, aap sab se nazdeek wale MTNL ke daftar jaa kar apni mushkil ko door karen.

Add Your Answer

×

Uploading: 0%

my-video-file.mp4

Complete. Click "Add" to insert your video. Add

×

Loading...
Loading...

Related Questions:

0helpful
2answers

Fouling number 2&3plugs

Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking in Hindi. Hello Friends aaj me aapko bahut hi useful mobile application ke bare me bataunga jis ki madat se aap apne mobile me ek hi samay me kai sari apps ko chala sakte hai or dono ka maja ek sath le sakte hai ya or bhimutiple apps ko use kar sakte haiek sath . Jaise agar aap Facebook chala rahe hai to uske sath sath floating windows me YouTube video dekhe sakte hai ya or bhi kai app ko aaram se chala sakte hai (Multitasking).
Apne Computer ka use kiya ho to aapko pata hi hoga ki, computer me hummultiple windowska use karte hai or hum kai sari software or kaam ek sath kar sakte hai . Par multi windows or multi floating windows ka option android mobile me nahi hota hai par aaj me jis mobile application ke bare me bataunga uska istemaal kar ke aap aaram se apne mobile me multiple screen or floating windows ko open kar payenge or kai sari mobile app ko ek sath use kar ke maja le sakte hai . ye bahut hi small App hai to chaliye jante hai kiAndroid Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking in Hindi
Sabse pahle aap apne apne android mobile me google play store ko open kare . Google play store ko open karne ke baad google play store ke search box me type kare "Floating apps free - multitask" or fir search kare or file jo resule aaye usme se Floating apps free - multitaskpar click kare . niche image dekhe.
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi
agar aapko ye aap ko search karne me problem ho rahi hai to aap yaha par click kar ke bhi us aap ke page me ja sakte hai .click kare : Floating apps free - multitask
Ab Floating apps free - multitask ke page me chale jayenge or yaha par jane ke baad aapINSTALLki button par click kar ke is application ko apne mobile instaal kar le .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi, Android Apps Ko Multiple Windows Me Kaise Open Kare
Install karne ke baad isko open kare . Jaise hi aap isko open karenge aapke samne welcome screen aayegi , sab welcome secrren ko skip karte jaye abhi yaha par 6 welcome screen hai to hum sabkoskipkar denge, skip karne ke liye >> ke icon par click kare (niche image dekhe) or fir end meclosepar click kar de , ap hameri app puri trah se open ho jayegi .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi , Multi Windows
Ab Floating Apps open ho jayegi yaha par hame kai sari settings or name likhe huve dekhenge . yaha parApplicationpar click kar ke .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi
Applicationpar click karte hi hamare samne niche di hui image jaisi screen aayegi . yaha par kai sari apps di honi , ye vo applications hai jin ko aap floating window me open kar ke use kar sakte hai . jaise Facebook, YouTube, Image viewer, music player, video player etc .. bahut sari aaps hai . To me abhi yaha parBrowserpar click karrunga kuki me Browser ko floating window me open karna chahta hu .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi , Multiple Screen On Android Mobile in Hindi
Jaise hi humBrowserpar click karenge vaise hi , Browser ek floating window me open ho jayega . niche image dekhe , is floating window ko aap drag kar ke kahi par bhi set kar sakte hai or background me kuch bhi kaam kar sakte hai or sath hi aap Browser me me kuch bhi kam kar sakte hai .Jitni chahe utni floating window open kar sakte hai.
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi
1.Yaha par jo tin lines hai us par click kar ke aapFloating Browser ki or bhi settings ko access kar sakte hai. uper image me point 1 dekhe .
2.Yaha par click kar ke aap apnefloating window ko minimize kar sakte hai.
3.Yaha par click or drag kar ke floating windows ka size kam ya jyada kar sakte hai.
To is Tareh se aap apnemobile me multiple screenko open kar sate hai ya yu kahe ki aap bade aaram semutiple windowsme alag alag apps ko open kar ke unsabka maja ek sath le sakte hai (multitasking) or kaam kar sakte hai .
Umid hai ki aapko hamari ye post Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking in Hindiaapko pasend aai hogi , agar isko karne me koi problem aati hai to aap hame comment kar ke jarur bataye , hum aapki help karenge or sath hi sath is post ko apne friends me share karne na bhule , jisse unko bhi iske bare me pata chale .
Video Tutorial :
Niche Diye daye video me aap janege ki kaise aap apne mobile me multiple apps ko ek sath use kar sakte hai or sabko ek sath dekhe sakte hai or apne phone ko Multitasking bana sakte hai ( Multiple Screen On Android Mobile ) umid hai ki video aapko pasand aayega .
Agar aap is tarah ke or Hindi tutorial ko dekhna chahte hai to yahaclick kare: Hindi Video
Agar aapko ye video pasand aaya ho to hindi ke YouTube chennal ko subscribe jarur kare . Subscribe karen ke liye yahaclick kare: Subscribe
Agar aap yaha par apna video chahte hai to Contact Us.
Go to top
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi,Android Mobile Me Kai Sari Apps Ek Sath Kaise Use Kare,Apne Android Mobile Ko Multitasking Kaise Banaye,Multiple Screen On Android Mobile in Hindi
0helpful
1answer

My comcast receive is lock will not come on

aap ka mere blog pe swagat hai aaj main aap ko btauga ki androidphonekorootkaise kare without pcaagr aap search kar rhe hai ki android phone koroot kaise kareto aap ko 100{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} pta hoga ki root kya hota haiaur iske faideaurnuksan kya hai aagr nhi pta hai to aaj main aap ko btauga aur android phoneko bina pc root kaise karte hai aaj main aap ko jo trick btane ja rha hu aap is trick ki help se samsung, htc, Lg, huawei, lenovo, sony, lava, karbonn, spice, intex, xolo, vivo, phones ko bhut hi asaani se root kar sakte ho bina computerke to chaliye shuru karate hai
ye bhi read kare:
android phone ko root karne ke liye best apps
android phone ko root kaise kare supersu zip file se ( without pc )
root kya hota hai
ye ek isi process hai jis ki help se aap android phone ki vo sabhi security jo lock hoti hai use tod sakate hai aur aap apne phone me vo sab kar sakte ho jo aap us phone me krana chahte ho jaisa ki android phones me pehle se jo install apps hote hai aur aagr aap in apps ko uninstall karna chahe to aap in apps ko uninstall nhi kar sakte kyu ki sabhi android phones me us ke kush features lock hote hai aagr aap android phone ke sabhi lock features ko kisi tricks se tod dete hai to us process ko root kha jata hai to aab aap ko pta chal gya hoga ki ye kya hota hai to aab main aap ko iske faide ( pros ) aur nuksaan ( cons ) kya hai is bare main btata hu
root karne kefaideaurnuksaan
pehle main aap ko root karne ke nuksaan btata hu kyu ki ise karne se pehle aap ko ek bar ye jarur jan lena chahiye iske nuksaan kya hote hai aur ye janne ke bad hi aap ko aapna phone root karna chahiye to niche main aap ko iske kush cons nuksaan bta rha hu aap root karne se pehle ek bar ine achi trah read jarur kar le
root karne ke nuksaan ( cons )
1. warranty issue- aagr aap apna phone root karte hai to aap ke phone ki warranty chali jaye gi kyu ki mobile compnies aap ko is proccess ki permision nhi deti aagr aap apna phone root karte hai to aap ke phone ki warranty nhi rhe gi chahe aap ka phone 1 din hi kyu na purana ho
2. update problem- aap apne phone ko kabhi update nhi kar sakate ye sab se badi problem hai kyu ki aagr aap apna phone root karte hai to aap kabhi bhi apne phone ko update nhi kar sakte lekin phone ko fir se unroot karne ke bad kai bar phone udate ho jata hai lekin jada tar to yhi hota hai ki unroot karne ke bad bhi phone kabhi udate nhi hota
3.Maybe the phone will be dead- aap ka phone dead bhi ho sakta hai aisa jada tar nhi hota hai aur aisa jadatar un applications me hota hai jo applications phone ko support nhi karti hai aur phone dead ho jata hai isi liye aaj main jo root karne ki process btatane ja rha hu ye application 30000 se bhi jada phones ko support karti hai aur is application se phone dead hone ka chance 0{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} hai
root karne ke faide ( pros )
1. aap phone me costom rom install kar sakte ho aur costom rom install karne ke bad aap ke phone me bhut sare naye naye features aap ke phone me install ho jaye ge
2.aap apne phone me vo sabhi apps install kar sakte ho jo keval root phones ko support karte hai aap ne google play store me dekha hoga ki bhut se apps hai jo keval root phone me hi install ho sakte hai aap in apps ko install kar sakte ho
3.uninstall preinstall apps -aap ke phone me pehle se install apps uninstall kar sakte ho pehle se install apps ko uninstall karne ke liye aap ko bas system app removerko intall karna hai aur aap is app ki help se koi bhi application uninstall kar sakte ho
4.aap phone UI ( user interface ) ko change kar sakte ho
5. improve ART- phone ki aap speed improve kar sakte hai aur phone ko aap fast kar sakte ho
6.aap apne phone ki battery life badha sakte ho
7.phone ki imeichange kar sakate ho
to chaliye aagr aap apna phone root karna chahte hai to main aap ko btata huroot kaise kare without pc
android phone ko root kaise kare without pc
to aab aap puri trah samaj gye honge ki root kya hota hai aur iske faide aur nuksaan kya hai aur is proccess ke bad aap apne phone me kya kya badlaav kar sakte ho to aagr aap apna phone root krna chahate hai to niche maine step by step btaya hai bas aap un steps ko follow karo
root karne se pehle in bato ka dhyaan jrur rakhe.
1:phone ko kam se kam 50{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} charge kare
2:setting>security>me ja kar >unknown-sourcesaagr disable hai to ise enable kar de
3: internet data on rakhe
android phone ko root kaise kare without pc tutorial
step:1 sab se pehle aap apne phone me kingoroot app ko download kar ke install kro
download kingoroot
step:2 download karne ke bad open kare aurone click rootpe click kare
step:3click karne ke bad ye proccess shuru ho jayegi aur 100{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} complete hote hi phone root ho jaye ga
step:4 100{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} hote hi root succeeded ho jaye ga agr faild aa rha hai to fir se try kare
congratulation aab aap ka android phone root ho gya hai
0helpful
1answer

Can plenish k affect your kidneys

Hi, Friends Today Ham Baat KarengeAndroid Mobile Pin Pattern Lock Ko Kaise Tode Unlock Kare.Jee-Han Dosto Agar Apke Mobile MePin, PatternYaPasswordLockLagake Bhul Gaye Ho, Or Chahte HaiMobile Pattern Lock Kaise KholeToh Aap Sahi Jagah Par Aaye Hai, Kyu Ki Aaj HamPattern Lock Todne Ka TarikaKya Hai, Sabse Easy Method MePhone Ka Lock Kaise Tode Without Pc (Computer/laptrop)Iske Bare Janenge.Dosto Agar Apke Question HaiPhone Lock Bhul Jane Par Kya Kare?Toh Aap Iss Post Ko End Tak Badhiya Se Read Karte Rahe, Basically AbhiMobile Password PatternHo Ya Pin Bhul Na Aam Baat Ho Chuka Hai. Or Jab Password Bhul Jate Hai Tab Bhut Tension Me Aajate hai, Abhi Har Ek Ke PassSmartphonesMilta Hai, Or Agar koy Smartphone Ke Addicted Ho Gaye Toh, Mobile Ke Bina Rahna bhut Hi Muskil Ho Jata Hai.Mobile Device MeSecurityFeutures Iss Liye Diye Gaye Hai, Taki Hamare Mobile Me Rakhe Personal Data Ko Dusre Se Safe Rakh Sakte Hai. Wayse Android Mobile Lock 2-3 Tarah Ki Hoti Hai, Kisi Mobile Ke Pattern Lock Ayse Hote Hai Ke 5 Time Se Adhik Wrong Password Enter Karne Par Old Password Se Mobile Unlock Nhi Hota Hai, Iss Liye Backup Pin Password Mobile Me Rahta Hai, Agar Aap Galti Se Adhik Wrong Password Dalenge Toh PIN Password Dalke Again Unlock Kar Sakte Hai,Agar Aap Backup Pin Password Set Nhi Karte Hai Toh Ek Hi Option Apke Liye Bachte HaiHard RestKarna Hoga,Hard Rest Kya Hai? Hard Rest MatlabHota Hai, Agar Apke Mobile Ko Hard Rest Karte Hai Toh Apke Mobile Ke Sabhi Data Jo Pahle Se Tha Woh Data Khatam (Delete) Ho Jata Hai, Or Aysa Karne Se Mobile Phone New Jaise Bana Deta Hai. Matlab New Me Jaise Mobile Liye The Same Us Tarah Ki Ban Jayega,Yedi High-QualityKeyword PasswordLagake Rakhte Hai, Toh Hame Backup Pin Ka Option Nhi Milta Hai, To Dosto Aaj Main Apko Uhi Cheez Ke Bare Me Bataunga KeKisi Bhi Android Mobile Ka Pattern Lock Ko Kaise Tode.Micromax,LG,Lava,Oppo,Samsung Mobile Pattern Lock Unlock Kaise Karte Hai, Matlab Kisi Bhi Android Mobile Lock Ko Asani Se Khol Sakte Hai.Micromax,LG,Lava,Oppo,Samsung Mobile Pattern Lock Unlock Kaise Karte Hai, Matlab Kisi Bhi Android Mobile Lock Ko Asani Se Khol Sakte Hai.Mobile Password,Pin,Pattern Lock Ko Unlock Karne Se Pahle Apke Mobile Kamse Kam 60% Charge Karle, Memory, SIM Card Insert Karle, Internal Backup Kare, Kyu Ki Mobile Hard Rest Karne Se Device Data Delete Ho Jayega. Complete Hard Reset Hone Tak Battery Na Nikale Ya Switch On/Off Karne Ki Koshish na kare, Ayse Karne Se Apke Mobile Kharab Ho Sakta Hai. Iske Jammidar Ap Khud Honge, Hard Reset Complete Hone Ke Bad Automatic Apke Mobile Reboot Ho Jayega, Toh Chale Jante Hai How To Unlock Mobile Pattern Lock In Hindi.Android Mobile Pattern Pin Lock Ko Kaise Tode Unlock Kare?
DostoMobile Phone Lock Ko BypassKar Na Bhut Hi Simple Hai. Aap Bas Mere Sath Step-Ko Follow Kare.
Step-1
Sabse Pehle AapMobileKoSwitch OffKare.
Step-2
AbVolume Up Key + Power On/Off Key + Home KeyKo Ek SathPressKare. (10-15 Second Ke Liye)Agar Apke Mobile Me Home KeyNahi Hai Toh SirfVolume Up Key + Power Key PressKare.Ab Apke SamneAndroid System Recovery ModeOpen Hoke Aayega Kuch Iss Tarah.Yaha ApkoVolume Up/Down KeySe Upar Niche Karke Power Key Se Wipe Data/Factory ResetParClickKare.Wipe Data/Factory Reset Par Click Kar Diye Hai Toh Aap Apke samne Kuch Iss Tarah Ke Page Open Hoke AayegaYaha Bhi Same Volume Up/Down Key Se Upper Niche KarkePower KeySeYes - Delete All User DataParClickKare.Kuch Seconds Wait Kare,Data Wipe Completehone Tak,Ho Gaye Hai Toh Automatic System Reboot Ho Jayega,Agar Apke System Automatic Reboot Nhi Hya Toh,Reboot System NowParPower ButtonSeSelectKarke, Reboot Kare Kuch Iss Tarah.Done!ApkeMobile Password Pin, Pattern Lock Unlock SuccessfulHo Chuka Hai.
Toh Dosto Hai Na Kitna Simple Method, Ab Aap Koy Bhi Android Mobile Ka Security, Pin, Pattern Lock Ko Sirf 2 Minutes Me Khol (Open) Sakte Ho.Agar Apko Kisi Step Me Samajhme Nhi Aye Toh Comment Box Me Jake Question Kar Sakte Hai. Our Han Apke Friends Ke Sath Social Sites & Real Life Me Share Kare, Taki Jo Friends Nhi Janta Hai Woh Is Problem se bache. Dusro Ki Help Karte Raho Jitna Aap Kar Sakte Ho.
0helpful
1answer

Tower fan not bliwing much air

Dosto bahut lago ke pass ghar pe Computer/Laptop to hota hai par internet connection nehi hota hai. Aise me agar aapke paas Nokia mobile phone hai to aap asani se internet connection computer me kar sakte hai. Aapke sim me internet pack activate karke, computer me connect karke internet kar sakte hai.
IN CHEEZO KA HONA JARURI HAI NOKIA MOBILE PHONE KO COMPUTER ME CONNECT KARKE INTERNET CONNECTION KE LIYE:
1. Ek Nokia Multimedia mobile phone (EDGE/GPRS/2G/3G support).
2. Ek USB Data cable. (Computer se connect ke liye).
3. Nokia PC Suite ya Nokia Ovi Suite.
Aapka phone kaun sa Suite support karta hai janne ke liye apne mobile phone pe check kiya ja sakta hai, Janne ke liye apne mobile ka settings>connectivity>USB data cable check kare. Apke mobile phone pe PC Suite dikha raha he to apko PC Suite software chahiye aur agar apke mobile pe Ovi Suite dikha raha hai to aapko Ovi Suite software chahiye.
SOFTWARE KAHAN SE PRAPT KARE:
Software disc se bhi prapt kar sakte hai nehi to kisi friends ke internet se ya cyber cafe se bhi download kar sakte hai. 2,3 sites me bata raha hoon jaise filehippo,cnet,microsoft etc se aap download kar sakte hai.
KAISE NOKIA MOBILE PHONE COMPUTER SE CONNECT KARKE COMPUTER ME INTERNET CONNECTION KARE:
Dosto me aapko step by step bataunga kaise Nokia phone Computer se connect karke Internet connection kar sakte hai.
STEP-1
Software prapt karne ke baad, software pe double click karke aur install kare niche image ke mutabik. Me Nokia Ovi suite install karke dikha raha hoon.
STEP-2
Nokia Ovi Suite install ho gaya. Apne desktop se Nokia Ovi suite open kare aur apna Nokia mobile USB duara Computer me connect kare. Niche image ke mutabik connect kare.
STEP-3
Left side upar tool option hai click kare aur connect to internet pe click kare. Niche image ke mutabik connect kare.
Ye dekhe internet connected hogaya hai. Ab browser open kare aur search kare. Asha karta hoon aapko mera ye post pasand aya hoga. Agar kahi pe bhi samajne me dikkat aye to ya koi bhi sawal ho to jarur comment kariyega dhanyawaad.
0helpful
1answer

Sir;mare mobile samsung e1282t hi .sir usma internet connection failed btarha hi sir please help me

Pehle apne set per GPRS activate karvain.....iske liye upne network company se sampark kare

agar yeh karwa chuke ho toh apne set mein GPRS settings download karen

GPRS settings automatic download hoti hai....agar nahin hoti toh apne service provider ke service number par (Call center) phone kar ke request karen

Settings download karne ke bad in settings ko default set karen
Aug 29, 2014 • Cell Phones
0helpful
1answer

Why does my Nokia 6303i not start

agar apka mobile start nahi ho rha hai to ho skta hai ki phone ki ic khrab ho , ya fir customer care ke paas bhi ja skte ho ,or repair wale ko bhi dikha skte ho isme aapke 200- 250 tak kharch ho skte hai, kai bar net ka zyada use krne se virus aa jata hai ,uski vajah se bhi mobile nahi chal pata,
1helpful
2answers

Sir mera mobile chori ho gaya tha aur kuch dino tak mera number band raha lakin wo number ab chalu ho gaya h use band karwana h wo no : 9729579255 h ise band karwana h

Ap nay jis company se apna phone liya tha unko kahain wo aapka phone bhi band karwa daingy! Aur Ap ka jo connetion thaa un ke service center ko bata dain ke mera phone and sim chori ho gaya tha. they will block it. :)
3helpful
3answers

Pc se msg send nahi hota hai

nokia c2-03 ka restore code kiya hata hai.
Not finding what you are looking for?

216 views

Ask a Question

Usually answered in minutes!

Top Nokia Cell Phones Experts

Kolbrun...

Level 3 Expert

1228 Answers

Muhammad Irshad...
Muhammad Irshad...

Level 2 Expert

92 Answers

Brad Brown

Level 3 Expert

19187 Answers

Are you a Nokia Cell Phone Expert? Answer questions, earn points and help others

Answer questions

Manuals & User Guides

Loading...