Nikon D40x Digital Camera Logo

Related Topics:

Posted on Jul 26, 2010

Mene tube chang kar diya hai fir bhi flesh chalu nanhi hui

Add Your Answer

×

Uploading: 0%

my-video-file.mp4

Complete. Click "Add" to insert your video. Add

×

Loading...
Loading...

Related Questions:

0helpful
2answers

Fouling number 2&3plugs

Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking in Hindi. Hello Friends aaj me aapko bahut hi useful mobile application ke bare me bataunga jis ki madat se aap apne mobile me ek hi samay me kai sari apps ko chala sakte hai or dono ka maja ek sath le sakte hai ya or bhimutiple apps ko use kar sakte haiek sath . Jaise agar aap Facebook chala rahe hai to uske sath sath floating windows me YouTube video dekhe sakte hai ya or bhi kai app ko aaram se chala sakte hai (Multitasking).
Apne Computer ka use kiya ho to aapko pata hi hoga ki, computer me hummultiple windowska use karte hai or hum kai sari software or kaam ek sath kar sakte hai . Par multi windows or multi floating windows ka option android mobile me nahi hota hai par aaj me jis mobile application ke bare me bataunga uska istemaal kar ke aap aaram se apne mobile me multiple screen or floating windows ko open kar payenge or kai sari mobile app ko ek sath use kar ke maja le sakte hai . ye bahut hi small App hai to chaliye jante hai kiAndroid Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking in Hindi
Sabse pahle aap apne apne android mobile me google play store ko open kare . Google play store ko open karne ke baad google play store ke search box me type kare "Floating apps free - multitask" or fir search kare or file jo resule aaye usme se Floating apps free - multitaskpar click kare . niche image dekhe.
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi
agar aapko ye aap ko search karne me problem ho rahi hai to aap yaha par click kar ke bhi us aap ke page me ja sakte hai .click kare : Floating apps free - multitask
Ab Floating apps free - multitask ke page me chale jayenge or yaha par jane ke baad aapINSTALLki button par click kar ke is application ko apne mobile instaal kar le .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi, Android Apps Ko Multiple Windows Me Kaise Open Kare
Install karne ke baad isko open kare . Jaise hi aap isko open karenge aapke samne welcome screen aayegi , sab welcome secrren ko skip karte jaye abhi yaha par 6 welcome screen hai to hum sabkoskipkar denge, skip karne ke liye >> ke icon par click kare (niche image dekhe) or fir end meclosepar click kar de , ap hameri app puri trah se open ho jayegi .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi , Multi Windows
Ab Floating Apps open ho jayegi yaha par hame kai sari settings or name likhe huve dekhenge . yaha parApplicationpar click kar ke .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi
Applicationpar click karte hi hamare samne niche di hui image jaisi screen aayegi . yaha par kai sari apps di honi , ye vo applications hai jin ko aap floating window me open kar ke use kar sakte hai . jaise Facebook, YouTube, Image viewer, music player, video player etc .. bahut sari aaps hai . To me abhi yaha parBrowserpar click karrunga kuki me Browser ko floating window me open karna chahta hu .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi , Multiple Screen On Android Mobile in Hindi
Jaise hi humBrowserpar click karenge vaise hi , Browser ek floating window me open ho jayega . niche image dekhe , is floating window ko aap drag kar ke kahi par bhi set kar sakte hai or background me kuch bhi kaam kar sakte hai or sath hi aap Browser me me kuch bhi kam kar sakte hai .Jitni chahe utni floating window open kar sakte hai.
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi
1.Yaha par jo tin lines hai us par click kar ke aapFloating Browser ki or bhi settings ko access kar sakte hai. uper image me point 1 dekhe .
2.Yaha par click kar ke aap apnefloating window ko minimize kar sakte hai.
3.Yaha par click or drag kar ke floating windows ka size kam ya jyada kar sakte hai.
To is Tareh se aap apnemobile me multiple screenko open kar sate hai ya yu kahe ki aap bade aaram semutiple windowsme alag alag apps ko open kar ke unsabka maja ek sath le sakte hai (multitasking) or kaam kar sakte hai .
Umid hai ki aapko hamari ye post Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking in Hindiaapko pasend aai hogi , agar isko karne me koi problem aati hai to aap hame comment kar ke jarur bataye , hum aapki help karenge or sath hi sath is post ko apne friends me share karne na bhule , jisse unko bhi iske bare me pata chale .
Video Tutorial :
Niche Diye daye video me aap janege ki kaise aap apne mobile me multiple apps ko ek sath use kar sakte hai or sabko ek sath dekhe sakte hai or apne phone ko Multitasking bana sakte hai ( Multiple Screen On Android Mobile ) umid hai ki video aapko pasand aayega .
Agar aap is tarah ke or Hindi tutorial ko dekhna chahte hai to yahaclick kare: Hindi Video
Agar aapko ye video pasand aaya ho to hindi ke YouTube chennal ko subscribe jarur kare . Subscribe karen ke liye yahaclick kare: Subscribe
Agar aap yaha par apna video chahte hai to Contact Us.
Go to top
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi,Android Mobile Me Kai Sari Apps Ek Sath Kaise Use Kare,Apne Android Mobile Ko Multitasking Kaise Banaye,Multiple Screen On Android Mobile in Hindi
0helpful
1answer

My comcast receive is lock will not come on

aap ka mere blog pe swagat hai aaj main aap ko btauga ki androidphonekorootkaise kare without pcaagr aap search kar rhe hai ki android phone koroot kaise kareto aap ko 100{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} pta hoga ki root kya hota haiaur iske faideaurnuksan kya hai aagr nhi pta hai to aaj main aap ko btauga aur android phoneko bina pc root kaise karte hai aaj main aap ko jo trick btane ja rha hu aap is trick ki help se samsung, htc, Lg, huawei, lenovo, sony, lava, karbonn, spice, intex, xolo, vivo, phones ko bhut hi asaani se root kar sakte ho bina computerke to chaliye shuru karate hai
ye bhi read kare:
android phone ko root karne ke liye best apps
android phone ko root kaise kare supersu zip file se ( without pc )
root kya hota hai
ye ek isi process hai jis ki help se aap android phone ki vo sabhi security jo lock hoti hai use tod sakate hai aur aap apne phone me vo sab kar sakte ho jo aap us phone me krana chahte ho jaisa ki android phones me pehle se jo install apps hote hai aur aagr aap in apps ko uninstall karna chahe to aap in apps ko uninstall nhi kar sakte kyu ki sabhi android phones me us ke kush features lock hote hai aagr aap android phone ke sabhi lock features ko kisi tricks se tod dete hai to us process ko root kha jata hai to aab aap ko pta chal gya hoga ki ye kya hota hai to aab main aap ko iske faide ( pros ) aur nuksaan ( cons ) kya hai is bare main btata hu
root karne kefaideaurnuksaan
pehle main aap ko root karne ke nuksaan btata hu kyu ki ise karne se pehle aap ko ek bar ye jarur jan lena chahiye iske nuksaan kya hote hai aur ye janne ke bad hi aap ko aapna phone root karna chahiye to niche main aap ko iske kush cons nuksaan bta rha hu aap root karne se pehle ek bar ine achi trah read jarur kar le
root karne ke nuksaan ( cons )
1. warranty issue- aagr aap apna phone root karte hai to aap ke phone ki warranty chali jaye gi kyu ki mobile compnies aap ko is proccess ki permision nhi deti aagr aap apna phone root karte hai to aap ke phone ki warranty nhi rhe gi chahe aap ka phone 1 din hi kyu na purana ho
2. update problem- aap apne phone ko kabhi update nhi kar sakate ye sab se badi problem hai kyu ki aagr aap apna phone root karte hai to aap kabhi bhi apne phone ko update nhi kar sakte lekin phone ko fir se unroot karne ke bad kai bar phone udate ho jata hai lekin jada tar to yhi hota hai ki unroot karne ke bad bhi phone kabhi udate nhi hota
3.Maybe the phone will be dead- aap ka phone dead bhi ho sakta hai aisa jada tar nhi hota hai aur aisa jadatar un applications me hota hai jo applications phone ko support nhi karti hai aur phone dead ho jata hai isi liye aaj main jo root karne ki process btatane ja rha hu ye application 30000 se bhi jada phones ko support karti hai aur is application se phone dead hone ka chance 0{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} hai
root karne ke faide ( pros )
1. aap phone me costom rom install kar sakte ho aur costom rom install karne ke bad aap ke phone me bhut sare naye naye features aap ke phone me install ho jaye ge
2.aap apne phone me vo sabhi apps install kar sakte ho jo keval root phones ko support karte hai aap ne google play store me dekha hoga ki bhut se apps hai jo keval root phone me hi install ho sakte hai aap in apps ko install kar sakte ho
3.uninstall preinstall apps -aap ke phone me pehle se install apps uninstall kar sakte ho pehle se install apps ko uninstall karne ke liye aap ko bas system app removerko intall karna hai aur aap is app ki help se koi bhi application uninstall kar sakte ho
4.aap phone UI ( user interface ) ko change kar sakte ho
5. improve ART- phone ki aap speed improve kar sakte hai aur phone ko aap fast kar sakte ho
6.aap apne phone ki battery life badha sakte ho
7.phone ki imeichange kar sakate ho
to chaliye aagr aap apna phone root karna chahte hai to main aap ko btata huroot kaise kare without pc
android phone ko root kaise kare without pc
to aab aap puri trah samaj gye honge ki root kya hota hai aur iske faide aur nuksaan kya hai aur is proccess ke bad aap apne phone me kya kya badlaav kar sakte ho to aagr aap apna phone root krna chahate hai to niche maine step by step btaya hai bas aap un steps ko follow karo
root karne se pehle in bato ka dhyaan jrur rakhe.
1:phone ko kam se kam 50{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} charge kare
2:setting>security>me ja kar >unknown-sourcesaagr disable hai to ise enable kar de
3: internet data on rakhe
android phone ko root kaise kare without pc tutorial
step:1 sab se pehle aap apne phone me kingoroot app ko download kar ke install kro
download kingoroot
step:2 download karne ke bad open kare aurone click rootpe click kare
step:3click karne ke bad ye proccess shuru ho jayegi aur 100{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} complete hote hi phone root ho jaye ga
step:4 100{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} hote hi root succeeded ho jaye ga agr faild aa rha hai to fir se try kare
congratulation aab aap ka android phone root ho gya hai
0helpful
1answer

Had a cod to come up on a 2005 dodge dekota transmission solenoid is that inside the transmission pan and is the any to check without a computer

Hello Dosto, MyTeachWorld blog aapka hardik swagat karta hai. Friends aaj ki iss post me aap janenge ki Android Device me Software kaise dalte hai. Issi ko dusre word me flashing bhi bolte hai. Aap apne Android Phone me easily Software dal sakte hai. ji haa Aapko Mobile ki shop par jane ki koi jarurat nhi hai. Lekin dhyan rahe aapko iss post ko last tak carefully padhna hai. Dosto maine pichhli post me btaya tha ki Flashing kya hoti hai ? Chalo mai fir se aapko yad dila deta hu.
What is Flashing?
Jab kabhi Aapke Android Phone me Software se related koi bhi problem aati hai. jaise ki Aapka Android Phone Auto On Of hota hai. Aapke Android Phone ki speed kam ho gayi ho. ya Aapke Android Phone ki Screen White ho gayi hai. To in sabhi Problem ka Solution Flashing hoti hai. Flashing wo process hai , jisme pehle wale software ko replace kar deti hai. Jisse aapka Android Phone fir se Properly work karne lagta hai.
{MUST READ: Flashing Kya Hoti Hai?}
Agar aapko flashing ke bare me or janna hai . to aap upper di hui link par click kare padh sakte hai.
To Friends chaleye suru karte hai.
Requirements:
*.Android Phone
*.Stock Rom Firmware File
*.Computer
*.SP Flash Tool
*.Android USB DriverDear Friends Aapko Android Phone me Flashing karne se pehle Aapke pas apne android phone ki Stock Rom FirmWare file honi chaheye. Aapko Apne phone ki stock rom file Download karne ke liye , Aapko google par search karna "Apne Android Phone ka name, Model Number ke Sath Stock Rom Firmware Download " Likhna hoga.
Jaise ki-Micromax Unite 2 A106 Stock Rom Firmware Download
Ab aapko flashing ke liye SP Flash Tool ki jarurat hai. To SP Flash Tool aur Android USB Driver maximum Sabhi Stock Rom Firmware ki File me hota agar aapko SP Flash Tool or USB driver nhi mila hai , to Aap google par search karke Download kar lijeye. Uske Android USB Driver ko Apne computer par Install kar lijeye.
To friend chaleye suru karte hai.
How to flash Android Device
Dosto mai ab ye man kar chal raha hu ki aap apne Android Phone ki Stock Rom file Download kar li hogi.
STEP1:Sabse pehle Aapne jo Stock Rom FirmWare file download ki thi wo ek Zip file me the , Aapko Zip file ko extract kar lijeye. Zip file ko Extract karne ke liye aap WinRAr ka use kar sakta hai.
STEP2:Ab aapne jaha par Zip file ko extract kiya tha , use open kar lijeye. Waha par aapko USB driver show hoga . Use aap simply Install kar lijeye. USB driver install hone ke bad . Aapko Usi folder me jana hai, or usme se SP Flash Tool ko simply click kar lijeye.
STEP3:Ab Aapke Computer me SP Flash Tool open ho gya hoga. waha par aapko Scatter File par click kijeye. Ab ek new window open hui hogi. Aapne jo Stock Rom file Download ki thi usi me Ek Firmware Name ka folder hai. jab aap Firmware par jab click karenge to ek Scatter File aapko dikhai degi us Scatter file ka location dejiye. Ab aapke SP Flash Tool me Scatter File Download ho gayi hai.
STEP4:Ab Aapko SP Flash Tool me Uper ki taraf ek window dikai de rhi hogi jisme aapko DOWNLOAD ONLY select karna hai. or Download par simply click kar lijeye.
STEP5:Ab Aap Apne Android Phone ki battery nikal lijeye. or Data Cable ke jariye Apne Android phone ko computer se connet kar lijeye. Aapki computer ki screen par ek sms milega New Hardware Device Found. Or flashing Start ho jayegi. flashing me 10 se 15 lag sakte hai.
Congratulation , Aapke Android Smart Phone me flashing successfull ho gayi hai.
Aapko Flashing ki proccess me koi problem aarhi hai , to aap comment jarur kariye. jisse hum aapki help kar sake . Agar aapko meri post pasand aayi to jarur share kariye.
Thank you , Good Bye
0helpful
2answers

Serious problem he peleas reply karna........ My samsung mobile locked. Mene apna pattarn screenlock dala tha but wo kisi ne usse 10 times galat khola aur wo ab mera ussme username aur password bhi galt...

natasha aap kripya kar ke koi dukaan wale ke wahan jaaye. ya toe apne phone ka menu button 10 second tak daba ke rakhe shayad jyada 20second ke upar aur fir aapko phone reset kar ne ka option milega jis se aap phone reset kar sakti hai. aur aapka phone bilkul naye phone ki tarah chal ne lage ga. aasha karta hu ye aapke kaam aayega :)
May 19, 2013 • Cell Phones
1helpful
2answers
0helpful
1answer

What is its work

Agar Aap Ka Sound Chal Nahi Raha hai toh...
neeche diye hui problem ho sakti hai.. woh check kar lo..
1. Aap ka Output sound PC se barabar connect hai ya nahi yeh check kar lijilye...
2. Aap ke Motherboard ke saath Ek CD aayi hogi.
3. Us CD Me Aaapke Mother Board Drivers Hote hai, Aur Usi me Sound Drivers bhi hota hai. Us Drivers ko Apne PC me Install Kar dijiye.
4. Aur Next Step check kar lijiye - Start - Setting -Control Pannel - Sound & Audio Devices - Us me Volume Badhakar Dekh lijiye....
Aap ka problem Solve ho Jaayega
4helpful
4answers

Display prblem

setting me jaake display light ON kariye. if it does not work then its a hardware fault. take it to nokia care.
1helpful
2answers

Attention please!

hey jee, would you happen to have a service manual for Lc320em82 emerson?
Not finding what you are looking for?

87 views

Ask a Question

Usually answered in minutes!

Top Nikon Cameras Experts

ZJ Limited
ZJ Limited

Level 3 Expert

17989 Answers

Brad Brown

Level 3 Expert

19187 Answers

Grand Canyon Tech
Grand Canyon Tech

Level 3 Expert

3867 Answers

Are you a Nikon Camera Expert? Answer questions, earn points and help others

Answer questions

Manuals & User Guides

Loading...