Nokia N73 Cellular Phone Logo

Related Topics:

Posted on Feb 18, 2009
Answered by a Fixya Expert

Trustworthy Expert Solutions

At Fixya.com, our trusted experts are meticulously vetted and possess extensive experience in their respective fields. Backed by a community of knowledgeable professionals, our platform ensures that the solutions provided are thoroughly researched and validated.

View Our Top Experts

Phone apne aap band ho jaata hai - Nokia N73 Cellular Phone

1 Answer

Anonymous

Level 2:

An expert who has achieved level 2 by getting 100 points

Hot-Shot:

An expert who has answered 20 questions.

Corporal:

An expert that has over 10 points.

Mayor:

An expert whose answer got voted for 2 times.

  • Expert 37 Answers
  • Posted on Feb 18, 2009
Anonymous
Expert
Level 2:

An expert who has achieved level 2 by getting 100 points

Hot-Shot:

An expert who has answered 20 questions.

Corporal:

An expert that has over 10 points.

Mayor:

An expert whose answer got voted for 2 times.

Joined: Feb 11, 2009
Answers
37
Questions
0
Helped
10919
Points
111

AAP PEHLE APNE PHONE KI BATTERY THIK THAK HAI YA NAHI YEH CHECK KARE. AGAR THIK HAI TOH BATTERY AUR PHONE K BEECH MAIN JO CONNECTION HAI WOH SUI SE CLEAN KAR LE.

PHIR BHI PROBLEM HO RAHA HAI TOH APNE PHONE KO MASTER RESET KARE. YEH KARNE SE AAP KA PROBLEM SOLVE HO JANA CHAHIYE.

AGAR PHIR BHI NAHI HOTA TOH APNE PHONE KA MEMORY CARD NIKAL KAR USE KIJIYE. KABHI KABHI MEMORY CARD KHARAB HONE SE BHI YEH PROBLEM AA SAKTA HAI.

YEH PROBLEM SOLVE HO JAYE GA

BYE.

KETAN PATEL.

  • rana Jan 06, 2019

    mairy fone ka masla ye hai kh recovery mode ko select kro to fon reboot ho jata hai pleas help

×

Add Your Answer

×

Uploading: 0%

my-video-file.mp4

Complete. Click "Add" to insert your video. Add

×

Loading...
Loading...

Related Questions:

0helpful
2answers

Fouling number 2&3plugs

Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking in Hindi. Hello Friends aaj me aapko bahut hi useful mobile application ke bare me bataunga jis ki madat se aap apne mobile me ek hi samay me kai sari apps ko chala sakte hai or dono ka maja ek sath le sakte hai ya or bhimutiple apps ko use kar sakte haiek sath . Jaise agar aap Facebook chala rahe hai to uske sath sath floating windows me YouTube video dekhe sakte hai ya or bhi kai app ko aaram se chala sakte hai (Multitasking).
Apne Computer ka use kiya ho to aapko pata hi hoga ki, computer me hummultiple windowska use karte hai or hum kai sari software or kaam ek sath kar sakte hai . Par multi windows or multi floating windows ka option android mobile me nahi hota hai par aaj me jis mobile application ke bare me bataunga uska istemaal kar ke aap aaram se apne mobile me multiple screen or floating windows ko open kar payenge or kai sari mobile app ko ek sath use kar ke maja le sakte hai . ye bahut hi small App hai to chaliye jante hai kiAndroid Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking in Hindi
Sabse pahle aap apne apne android mobile me google play store ko open kare . Google play store ko open karne ke baad google play store ke search box me type kare "Floating apps free - multitask" or fir search kare or file jo resule aaye usme se Floating apps free - multitaskpar click kare . niche image dekhe.
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi
agar aapko ye aap ko search karne me problem ho rahi hai to aap yaha par click kar ke bhi us aap ke page me ja sakte hai .click kare : Floating apps free - multitask
Ab Floating apps free - multitask ke page me chale jayenge or yaha par jane ke baad aapINSTALLki button par click kar ke is application ko apne mobile instaal kar le .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi, Android Apps Ko Multiple Windows Me Kaise Open Kare
Install karne ke baad isko open kare . Jaise hi aap isko open karenge aapke samne welcome screen aayegi , sab welcome secrren ko skip karte jaye abhi yaha par 6 welcome screen hai to hum sabkoskipkar denge, skip karne ke liye >> ke icon par click kare (niche image dekhe) or fir end meclosepar click kar de , ap hameri app puri trah se open ho jayegi .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi , Multi Windows
Ab Floating Apps open ho jayegi yaha par hame kai sari settings or name likhe huve dekhenge . yaha parApplicationpar click kar ke .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi
Applicationpar click karte hi hamare samne niche di hui image jaisi screen aayegi . yaha par kai sari apps di honi , ye vo applications hai jin ko aap floating window me open kar ke use kar sakte hai . jaise Facebook, YouTube, Image viewer, music player, video player etc .. bahut sari aaps hai . To me abhi yaha parBrowserpar click karrunga kuki me Browser ko floating window me open karna chahta hu .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi , Multiple Screen On Android Mobile in Hindi
Jaise hi humBrowserpar click karenge vaise hi , Browser ek floating window me open ho jayega . niche image dekhe , is floating window ko aap drag kar ke kahi par bhi set kar sakte hai or background me kuch bhi kaam kar sakte hai or sath hi aap Browser me me kuch bhi kam kar sakte hai .Jitni chahe utni floating window open kar sakte hai.
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi
1.Yaha par jo tin lines hai us par click kar ke aapFloating Browser ki or bhi settings ko access kar sakte hai. uper image me point 1 dekhe .
2.Yaha par click kar ke aap apnefloating window ko minimize kar sakte hai.
3.Yaha par click or drag kar ke floating windows ka size kam ya jyada kar sakte hai.
To is Tareh se aap apnemobile me multiple screenko open kar sate hai ya yu kahe ki aap bade aaram semutiple windowsme alag alag apps ko open kar ke unsabka maja ek sath le sakte hai (multitasking) or kaam kar sakte hai .
Umid hai ki aapko hamari ye post Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking in Hindiaapko pasend aai hogi , agar isko karne me koi problem aati hai to aap hame comment kar ke jarur bataye , hum aapki help karenge or sath hi sath is post ko apne friends me share karne na bhule , jisse unko bhi iske bare me pata chale .
Video Tutorial :
Niche Diye daye video me aap janege ki kaise aap apne mobile me multiple apps ko ek sath use kar sakte hai or sabko ek sath dekhe sakte hai or apne phone ko Multitasking bana sakte hai ( Multiple Screen On Android Mobile ) umid hai ki video aapko pasand aayega .
Agar aap is tarah ke or Hindi tutorial ko dekhna chahte hai to yahaclick kare: Hindi Video
Agar aapko ye video pasand aaya ho to hindi ke YouTube chennal ko subscribe jarur kare . Subscribe karen ke liye yahaclick kare: Subscribe
Agar aap yaha par apna video chahte hai to Contact Us.
Go to top
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi,Android Mobile Me Kai Sari Apps Ek Sath Kaise Use Kare,Apne Android Mobile Ko Multitasking Kaise Banaye,Multiple Screen On Android Mobile in Hindi
0helpful
1answer

My comcast receive is lock will not come on

aap ka mere blog pe swagat hai aaj main aap ko btauga ki androidphonekorootkaise kare without pcaagr aap search kar rhe hai ki android phone koroot kaise kareto aap ko 100{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} pta hoga ki root kya hota haiaur iske faideaurnuksan kya hai aagr nhi pta hai to aaj main aap ko btauga aur android phoneko bina pc root kaise karte hai aaj main aap ko jo trick btane ja rha hu aap is trick ki help se samsung, htc, Lg, huawei, lenovo, sony, lava, karbonn, spice, intex, xolo, vivo, phones ko bhut hi asaani se root kar sakte ho bina computerke to chaliye shuru karate hai
ye bhi read kare:
android phone ko root karne ke liye best apps
android phone ko root kaise kare supersu zip file se ( without pc )
root kya hota hai
ye ek isi process hai jis ki help se aap android phone ki vo sabhi security jo lock hoti hai use tod sakate hai aur aap apne phone me vo sab kar sakte ho jo aap us phone me krana chahte ho jaisa ki android phones me pehle se jo install apps hote hai aur aagr aap in apps ko uninstall karna chahe to aap in apps ko uninstall nhi kar sakte kyu ki sabhi android phones me us ke kush features lock hote hai aagr aap android phone ke sabhi lock features ko kisi tricks se tod dete hai to us process ko root kha jata hai to aab aap ko pta chal gya hoga ki ye kya hota hai to aab main aap ko iske faide ( pros ) aur nuksaan ( cons ) kya hai is bare main btata hu
root karne kefaideaurnuksaan
pehle main aap ko root karne ke nuksaan btata hu kyu ki ise karne se pehle aap ko ek bar ye jarur jan lena chahiye iske nuksaan kya hote hai aur ye janne ke bad hi aap ko aapna phone root karna chahiye to niche main aap ko iske kush cons nuksaan bta rha hu aap root karne se pehle ek bar ine achi trah read jarur kar le
root karne ke nuksaan ( cons )
1. warranty issue- aagr aap apna phone root karte hai to aap ke phone ki warranty chali jaye gi kyu ki mobile compnies aap ko is proccess ki permision nhi deti aagr aap apna phone root karte hai to aap ke phone ki warranty nhi rhe gi chahe aap ka phone 1 din hi kyu na purana ho
2. update problem- aap apne phone ko kabhi update nhi kar sakate ye sab se badi problem hai kyu ki aagr aap apna phone root karte hai to aap kabhi bhi apne phone ko update nhi kar sakte lekin phone ko fir se unroot karne ke bad kai bar phone udate ho jata hai lekin jada tar to yhi hota hai ki unroot karne ke bad bhi phone kabhi udate nhi hota
3.Maybe the phone will be dead- aap ka phone dead bhi ho sakta hai aisa jada tar nhi hota hai aur aisa jadatar un applications me hota hai jo applications phone ko support nhi karti hai aur phone dead ho jata hai isi liye aaj main jo root karne ki process btatane ja rha hu ye application 30000 se bhi jada phones ko support karti hai aur is application se phone dead hone ka chance 0{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} hai
root karne ke faide ( pros )
1. aap phone me costom rom install kar sakte ho aur costom rom install karne ke bad aap ke phone me bhut sare naye naye features aap ke phone me install ho jaye ge
2.aap apne phone me vo sabhi apps install kar sakte ho jo keval root phones ko support karte hai aap ne google play store me dekha hoga ki bhut se apps hai jo keval root phone me hi install ho sakte hai aap in apps ko install kar sakte ho
3.uninstall preinstall apps -aap ke phone me pehle se install apps uninstall kar sakte ho pehle se install apps ko uninstall karne ke liye aap ko bas system app removerko intall karna hai aur aap is app ki help se koi bhi application uninstall kar sakte ho
4.aap phone UI ( user interface ) ko change kar sakte ho
5. improve ART- phone ki aap speed improve kar sakte hai aur phone ko aap fast kar sakte ho
6.aap apne phone ki battery life badha sakte ho
7.phone ki imeichange kar sakate ho
to chaliye aagr aap apna phone root karna chahte hai to main aap ko btata huroot kaise kare without pc
android phone ko root kaise kare without pc
to aab aap puri trah samaj gye honge ki root kya hota hai aur iske faide aur nuksaan kya hai aur is proccess ke bad aap apne phone me kya kya badlaav kar sakte ho to aagr aap apna phone root krna chahate hai to niche maine step by step btaya hai bas aap un steps ko follow karo
root karne se pehle in bato ka dhyaan jrur rakhe.
1:phone ko kam se kam 50{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} charge kare
2:setting>security>me ja kar >unknown-sourcesaagr disable hai to ise enable kar de
3: internet data on rakhe
android phone ko root kaise kare without pc tutorial
step:1 sab se pehle aap apne phone me kingoroot app ko download kar ke install kro
download kingoroot
step:2 download karne ke bad open kare aurone click rootpe click kare
step:3click karne ke bad ye proccess shuru ho jayegi aur 100{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} complete hote hi phone root ho jaye ga
step:4 100{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} hote hi root succeeded ho jaye ga agr faild aa rha hai to fir se try kare
congratulation aab aap ka android phone root ho gya hai
0helpful
1answer

Had a cod to come up on a 2005 dodge dekota transmission solenoid is that inside the transmission pan and is the any to check without a computer

Hello Dosto, MyTeachWorld blog aapka hardik swagat karta hai. Friends aaj ki iss post me aap janenge ki Android Device me Software kaise dalte hai. Issi ko dusre word me flashing bhi bolte hai. Aap apne Android Phone me easily Software dal sakte hai. ji haa Aapko Mobile ki shop par jane ki koi jarurat nhi hai. Lekin dhyan rahe aapko iss post ko last tak carefully padhna hai. Dosto maine pichhli post me btaya tha ki Flashing kya hoti hai ? Chalo mai fir se aapko yad dila deta hu.
What is Flashing?
Jab kabhi Aapke Android Phone me Software se related koi bhi problem aati hai. jaise ki Aapka Android Phone Auto On Of hota hai. Aapke Android Phone ki speed kam ho gayi ho. ya Aapke Android Phone ki Screen White ho gayi hai. To in sabhi Problem ka Solution Flashing hoti hai. Flashing wo process hai , jisme pehle wale software ko replace kar deti hai. Jisse aapka Android Phone fir se Properly work karne lagta hai.
{MUST READ: Flashing Kya Hoti Hai?}
Agar aapko flashing ke bare me or janna hai . to aap upper di hui link par click kare padh sakte hai.
To Friends chaleye suru karte hai.
Requirements:
*.Android Phone
*.Stock Rom Firmware File
*.Computer
*.SP Flash Tool
*.Android USB DriverDear Friends Aapko Android Phone me Flashing karne se pehle Aapke pas apne android phone ki Stock Rom FirmWare file honi chaheye. Aapko Apne phone ki stock rom file Download karne ke liye , Aapko google par search karna "Apne Android Phone ka name, Model Number ke Sath Stock Rom Firmware Download " Likhna hoga.
Jaise ki-Micromax Unite 2 A106 Stock Rom Firmware Download
Ab aapko flashing ke liye SP Flash Tool ki jarurat hai. To SP Flash Tool aur Android USB Driver maximum Sabhi Stock Rom Firmware ki File me hota agar aapko SP Flash Tool or USB driver nhi mila hai , to Aap google par search karke Download kar lijeye. Uske Android USB Driver ko Apne computer par Install kar lijeye.
To friend chaleye suru karte hai.
How to flash Android Device
Dosto mai ab ye man kar chal raha hu ki aap apne Android Phone ki Stock Rom file Download kar li hogi.
STEP1:Sabse pehle Aapne jo Stock Rom FirmWare file download ki thi wo ek Zip file me the , Aapko Zip file ko extract kar lijeye. Zip file ko Extract karne ke liye aap WinRAr ka use kar sakta hai.
STEP2:Ab aapne jaha par Zip file ko extract kiya tha , use open kar lijeye. Waha par aapko USB driver show hoga . Use aap simply Install kar lijeye. USB driver install hone ke bad . Aapko Usi folder me jana hai, or usme se SP Flash Tool ko simply click kar lijeye.
STEP3:Ab Aapke Computer me SP Flash Tool open ho gya hoga. waha par aapko Scatter File par click kijeye. Ab ek new window open hui hogi. Aapne jo Stock Rom file Download ki thi usi me Ek Firmware Name ka folder hai. jab aap Firmware par jab click karenge to ek Scatter File aapko dikhai degi us Scatter file ka location dejiye. Ab aapke SP Flash Tool me Scatter File Download ho gayi hai.
STEP4:Ab Aapko SP Flash Tool me Uper ki taraf ek window dikai de rhi hogi jisme aapko DOWNLOAD ONLY select karna hai. or Download par simply click kar lijeye.
STEP5:Ab Aap Apne Android Phone ki battery nikal lijeye. or Data Cable ke jariye Apne Android phone ko computer se connet kar lijeye. Aapki computer ki screen par ek sms milega New Hardware Device Found. Or flashing Start ho jayegi. flashing me 10 se 15 lag sakte hai.
Congratulation , Aapke Android Smart Phone me flashing successfull ho gayi hai.
Aapko Flashing ki proccess me koi problem aarhi hai , to aap comment jarur kariye. jisse hum aapki help kar sake . Agar aapko meri post pasand aayi to jarur share kariye.
Thank you , Good Bye
0helpful
1answer

How do i syncmy fistbit with computer

Hello Dosto Aaj mai aapkoSamsung Mobile FlashKarne ke bare me batane wala hu.Flashing Ka Ye Mera Sabse Pahla post hai.Is post me mai aapkoOdin Se samsung mobile ko flash kaise karte haiiske bare me puri jankari dene wala hu..Agar aapke pass koi samsung mobile hai kisi bhi model hai,Agar aapke mobile ko koi problem Agai hai ya aapka phone hang karta hai tab aap apne mobile ko ghar baithe flash kar sakte hai.
Samsung Mobile Flash Kaise Kare
Samsung mobile flash karna bhut he simple hai.Jis log ke pass flahing ke bare me pata nhi hota hai wo log apne mobile ko lekar kisi mobile shop par jate hai jisse use acche khase paise dene padte hai,Our time bhi barbad hota hai.Is post ko padh kar aap jab kabhi aapke mobile kharab hogi aap ghar baithe use flash kar mobile ko thik kar sakte hai.To chaliye dekhte hai samsung mobile flash kaise karte hai/samsung mobile me software kaise dale.
Samsung Mobile Ko Flash Karne Ke Liye Kya Kya Chez Chaiye
1. Samsung USB Driver
2. Odin
3. Flash File
4. Computer
5. Data Cabel
Note-Flash File Aap apne mobile ke model number ke mutabt google se download kare.
Example-Mera Mobile Samsung Glaxy J7 Hai.Aap Google Par Gamsung Glaxy J7 Flash File likh kar search kare,Our Apna flash file download kare.
Odin Se Samsung Mobile Flash Kaise Kare
odin Samsung Mobile Flash tool hai jisse ham kisi bhi samsung mobile ko flash kar sakte hai.Odin sirf samsung mobile ke liye he aata hai,aap iska use kar Asani se kisi bhi model ke samsung mobile ko flash kar sakte hai.Upar Btaye hui sabhi chez ko download karne ke bad aap hamari step ko follow kare.
Step 1. Sabse pahle aap Samsung USB DriverKo Apne Computer Me Install Kare.
Step 2. Usb Driver Ko Install Karne Ke bad aapodinSoftware ko open kare.
1.APPar Click kare our apne flash file ko select kare.
Step 3. Ab Mobile Ko Downloading Mode Me Open Kare.Downloading Mode me open karne ke liye kuch step ko follow kare.
1. Mobile KaVolum Down+Home+PowerButton ko ek sath press Kare.
2. AbVolum UpButton ko press Kare.
3. Ab aapka mobile Downloading mode me open ho gya hai.
Read * Recording Audio Se Background Noise Remove Kaise Kare
* Kisi Bhi Song Se Karaoke (Track) Kaise Nikale
* Coputer Driver Kya Hai Our Ise Download Kaise Kare
* IDM Internet Download Manager Ki Speed Kaise Fast Kare
Step 4. Ab data cabel se mobile ko pc se connect kare.
1. Pc Se mobile ko connect karne ke bad upar com likha jayega,Isse pata chalta hai aapka mobile computer se connect ho chuka hai.
2. Ab simple Start ki button par click kare.
.
Step 5. Ab Aapka Mobile flash hona start ho gya hai.Kuch time wait karne ke bad aapka mobile suessfully flash ho jayeg.Mobile Flas Hone ke bad aapko uparsystemki jagahpasska option dikhega.
Kuch tim tak wait karne ke bad aapka samsung mobile flash ho jayega.To Is tarah aap kisi bhi samsung mobile ko odin ke madad se flash kar sakte hai.
Agar aapko is post me kahi par koi problem aarahi hai to aap hamse comment me jarur puche,our is post ko apne friend ke sath jarur share kare.
0helpful
1answer

My ex said “be careful she might fall in love with you” what should I do plz help

Ek Computer me Dual/multi windows kaise install kare?
Naskar Dosto, Aapne kabhi yeh to socha hi hoga ki kya hum apne computer me 2 ya 2 se jyada windows ek sath chala sakte hai kya vo bhi ek hi computer me to aap sahi soch rahe hai balki aap ek computer me 2 kya 2 se jyada windows bhi install kar sakte hai yani ke ek sath apne computer windows 7 aur windows 8 ek sath install kar sakte hai aur unhe use kar sakte hai. Jis tarah Sabhi logo ki pasand Ek na ho kar alag-alag hoti hai oosi tarah user ka Windows version ko lekar bhi sabhi ki choice different hoti hai.
Aaj hum janenege ki apne computer me Ek sath two windows kaise use kare ya phir esa kahe ki Ek computer me windows8 O.S. aur windows10 O.S. dono ek sath me kaise install kare English me iseDual Windows bootkahte hai. Aapne abhi tak ek computer me ek windows to chala hi hoga par kya kabhi Aapne ek sath me ek computer me 2 O.S. ek sath chalaya hai aur kya aap janna chahte hai yeh kaise karte hai to yeh post padhte rahiye hum mai es post me bataunge ki kaise apne computer mewindows7 and windows 8 ek sath installed rakheaur use kare par ek computer me 2 ya 2+ se jyada windows install karne ke pahle kuch chije bata dena chahunga jise aap dhayan se padh aur samajh lijiye.
2 Windows (Multi windows boot) install karne ke pahle kuch jaruri baate
Dosto computer 2 windows ek sath chalane ke liye compute 2 se jyad Local Drive partation hona chahiye yani ki hdd to ek hi par uske internal partition jyada hona chahiye aur sabhi ki size 10Gb se jyda hona chahiye kyonki Local drive C me to main windows rahega aur baki bache two drive jisme se ek drive me new windows install kiya jayega aur 3 rd drive me data backup ya save karne ke liye alag se drive hona chahiye agar computer me extra drive na ho to comuter me new drive partition kaise banaye padhe. Aap computer me jitne windows install karna chahte hai utne new drive partition create kare aur ek drive data bachup ke liye jarur rakhe.
*. Computer Antivirus kaise install kare
*. Android app kaise chalayae
*. new drive partition kaise banaye
Windows installkarne ke pahle yeh jarur pata kar lijiye ki jo dusri ya new windows aap computer me install karne ja rahe ho oose apka computer system support karta ho aur sath hi computer Ram and processor windows ke compatible ho jisse oose operate karne me koi problem na aaye kyonki windows ka installation to kisi bhi tarah ho jata hai par baad me oose load hone me dikkata aati hai jisse na to aap oose use kar payenge aur apna time waste karenge.
Multi Windows install karne ke pahle apne computer data, file and folder ka backup jarur bana lijiye.
Jis kisi bhi Windows ko install karna chahte hai uske windows insallation ki disk ya bootable pandrive hona jaruri hai agar aap windows 10 install karna chahte hai to uski aur windows 7 install karna chahte hai to uski alga se disk hona chahiye.
Computer me 2 windows ek sath kaise install kare ya Computer me windows 7 and windows 8 ek sath kaise install kare?
Step1:CD-Dvd drive me windows installation disk lagaye aur phirF12press kar boot settings me jaye aurFirst drive me Cd-dvdselect kare aur F10 press kar oose save kar dijiye phir computer/laptop restart hoga tab Press any key line ka wait kare aur jese hi yeh line dikhe Enter ya koi ek key dabye aur windows setup me enter kare.
Step2:Setup start hote hi aapkolanguage selectkarna padega tab language select kare aur next par click kare.
Step3:Language select karne ke baadInstall nowpar ko select kare.
*. Whatsapp web kaise chalaye
*. Video convert kasie kare
Step4:ab aapko apne system ke processor, Ram ke hisab se 32/64 Bit select karna hai short me kahe to agar aapke system me 1 Gb-2Gb Ram hai to 32 bit and 2 Gb se jyada hai to 64 bit select kare aur next kare phirlicense agreement acceptkare.
Step5:Ab aapko two option show honge tab customize select kare aur next kare, Yaha dhyan dijiye Which drive to format me Aapko yaha Local drive C ko chhod kar dusra drive (D, E) select karna hai aur dhyan rahe ki aapko vo drive galti se bhi na select kare jisme aapne backup rakha ho en dono drive ke atirikt koi sa bhi drive select kare phirpahle formatandnextkare.
Step6:ab new windows installation ki process start ho gayi hai ab kuch hi der me aapke system me new windows install ho jayega oose setup kare.
Ab aapke computer system me 2 windows install ho chuki hai ab jab kabhi bhi computer on hoga to puchega ki which windows version you want to operate tab vo windows select kare jise aap use karna chahte hai.
2 windows me se kisi ek windows ko Default kaise set kare?
Vese to jab hum system on karte hai tab 2 windows me se jo windows use karna chahte hai vo select kar lete hai par agar hum chahe ki hume only windows 7/8 hi boot karna hai to hum esa bhi kar sakte hai iske liye aapko configuration me kuch changes karna padega.
Step1:Ise karne ke liye windows key +R press kare usmemsconfigtype kare.
Step2:msconfig command sesystem configurationopen ho jayega usem Boot vali tab me jaaye tab aapke computer me jitni windows install hai uski list show hogi tab yaha par vah windowsOS selectkare jise aap fix karna chahte hai aur phirset as default presskar dijiye.
Multi windows delete/Uninstall kaise kare?
Multi windows me se kisi ek windows ko uninstall/delete karna bahut hi aasan hi iske liye windows installation ki 4 steps tak esa hi karna hai aur phir 5 step me aapko vo drive select karna hai jis me windows install hai aur jise aap uninstall karna chahte hai phir format par click kare aur setup exit kar dijiye. Ab computer me only ek windows rah jayegi jise aap rakhna chahte hai ab vahi windows OS hi load hoga.
May 02, 2018 • Cameras
0helpful
1answer

How do i get my dishwasher off the intensive cycle its stuck on.

Android Phone Se Computer Me Windows Kaise Install Kare
Android Phone Se Computer Me Windows Kaise Install Kare
helpgyan
Aaj ki is article me hum aapko batane wale hai kiandroid phone se computer me windows kaise install kare.Agar aapke paas computer ya laptop hai to aap apne PC ko apne android mobile se format kar sakte hai.Aaj hum aapko yahi batane ja rahe hai ki computer me android phone se windows kaise install karte hai.Jab hamare computer ya laptop me kisi bhi tarah ka problerm aa jata hai,to hum apne computer me new windows install karte hai,jiske liye hamare paas bootable CD / DVD ya pendrive hona jaruri hai.Agar aapke paas ye sabhi item nahi hai to bhi aap apne PC me windows install kar sakte hai.To chaliye dekhte hai ki android mobile ko bootable banakar windows kaise install kare.
Android phone ko bootable USB bankar windows kaise install kare.Mai aapko is trick ki jankari isliye de raha hu agar aapke paas pendrive nahi hai to aap apne phone se computer me windows install kar payenge.Ya agar aapke paas pendrive hai to aap apne pendrive ko bootable banakar windows install kar sakte hai.Abhi tak aap logo ne CD ya pendrive ki help se windows install ki hogi.Lekin mai aapkoandroidphone se windows install karne ka tarika bataunga.Aaj kal cd dvd ka isteaml bahut hji kam log karte hai aur agar aapke paas pendrive bhi nahi hai to aap apne smartphone ko bootable bana sakte hai,aur apne bootable android phone se windowes install kar sakte hai.Lekin iske liye aapke paascomputrerlaptop ke sath sath ek android phone hona jaruri hai.Tabhi aap apne phone ki help se computer me windows install kar payenge.Waise bhi aaj kal lagbhag har aadmi ke paas android phone hota hai.So aap us android phone ko bootable bana sakte hai aur apne computer par windows install kar sakte hai.To chaliye jante hai ki android phone ko bootable kaise banaye.
* Windows Ki File Ko ISO File Me Kaise Change Kare
* Android Mobile ( Phone ) Ko Root Kaise Kare
Android mobile ko bootable karke PC format kaise kare.Agar aap apne android phone ko bootable banakar apne PC ko format karna chahte hai,to aapko apne smartphone aur computer me kuchh apps and tools install karna hoga.Agar aap inme se koi bhi tools and app ko miss karte hai to aap apne phone ko bootable nahi bana sakte hai.Agar aapne apne phone ko bootable bana bhi liya to work nahi karega.So dhyan rahe ki smartphone bootable karne ke sabhi step ko sahi se follow kare.To chaliye ab dekhte hai
Bootable Android Phone Banane Ke Requirements?
Bootable android phone banane ke liye aapke paas kya kya hona jaruri hai.Mai bata raha hu aap in item ke bina apne phone ko bootable nahi bana sakte hai.So aap in sabhi item ka use kare.
1. Aapke computer me rufus software install hona chahiye.
2. Aapke android phone me drive droid app install hona chahiye.
3. Ek best quality ka USB cable hona jaruri hai.
4. Aapke android mobile minimum 4GB space hona jaruri hai.
5. Aapka android phone rooted hona chahiye.
Android Phone Ko Bootable Banakar Computer Me Windows Install Kaise Kare
Agar aap upar bataye huye sabhi requrements ko fill karte hai to aap apne phone ko bootable bana sakte hai.Mai aapko yaha kuchh tips de raha hu jiski help se aap bahut hi simple tarike se bootable android phone bana sakte hai.So apne mobile phone ko bootable banane ke liye aap hamari kuchh step ko follow kare.
1. Sabse pahle aap drivedroid app ko download or install kare aur phir open kare.
2. Open karte hi ek popup box open hoga jisme likha hoga drive droid would like to get root access aap yaha par allow button par click kar de.
3. Phir ek new page open hoga yaha aap sabse niche + ke symbol par click kare.
4. Ab aap create blank image... par click kare.
5. Phir aap windows ISO file ka name aur size dale aur phir partition table ( mbr ) par click kare.
6. Jab aapke windows ka ISO file ban jaye to aap choose an usb system par click karke apne android phone ko apne PC se connect kare.
7. Phir aap drive droid app ke home page par jakar Iso image ko select kare jise aapne create kiya tha.Aur phir aap USB option par click kare.
8. Ab aap rufus software ko download karke apne computer par install kare aur open kare.
9. Phir aap sabse upar drive ke niche apne android phone ka drive select kare aur phir aap cd ke icon or iso image par click karke iso select kare.
10. Ab aap start button par click kare phir aapke android phone bootable procces sytart ho jayega.
11. Jab ye procces complete ho jaye to aap apne smartphone se kisi bhi computer ya laptop me OS install kar sakte hai.
To kuchh is tarah se aap apne android phone bootable kar sakte hai.Agar aapne in sabhi styep me se kisi bhi step ko miss kiya to aapka smartphone bootable nahi ban payega aur aap apne computer me OS install nahi kar payenge.So jinko OS or iso or bootable karne ka knowlege ho wo bahut asani se kar sakta hai.
May 02, 2018 • Dishwashers
0helpful
1answer

What is its work

Agar Aap Ka Sound Chal Nahi Raha hai toh...
neeche diye hui problem ho sakti hai.. woh check kar lo..
1. Aap ka Output sound PC se barabar connect hai ya nahi yeh check kar lijilye...
2. Aap ke Motherboard ke saath Ek CD aayi hogi.
3. Us CD Me Aaapke Mother Board Drivers Hote hai, Aur Usi me Sound Drivers bhi hota hai. Us Drivers ko Apne PC me Install Kar dijiye.
4. Aur Next Step check kar lijiye - Start - Setting -Control Pannel - Sound & Audio Devices - Us me Volume Badhakar Dekh lijiye....
Aap ka problem Solve ho Jaayega
1helpful
1answer

My i-mate mobile phone is dead condition

Vinod Agarwal, aapne farmaya ki full charge battery par hi chalta hai aap ka phone. agar aisa hai to new battery kaistemaal karo. Agar phir bhe dead hai to kriya karm kar do choonki aap ka phone saal bhar band raha aur ab aap us ko daurane ki koshish mein lage ho. Itne waqt me to aadmi bhi mar jaata. kripya battery badlo to shayad chal jaaye.
0helpful
1answer

Weak (None) Signal Problem With Nokia N90

ok danish mein ne aap ki problen parkh le hai sab se pehle app apne moblie mein band setting cheak karein. aur ise try band par kar len.ya phir apne cell ki setting restore kar dein agar masnla hal na ho to phir dobara poch le zaror ,thanx
Not finding what you are looking for?

352 views

Ask a Question

Usually answered in minutes!

Top Nokia Cell Phones Experts

Kolbrun...

Level 3 Expert

1228 Answers

Muhammad Irshad...
Muhammad Irshad...

Level 2 Expert

92 Answers

Brad Brown

Level 3 Expert

19187 Answers

Are you a Nokia Cell Phone Expert? Answer questions, earn points and help others

Answer questions

Manuals & User Guides

Loading...