Nokia N72 Cellular Phone Logo
Posted on Nov 16, 2008

Pc se msg send nahi hota hai

Sir main pc suit ko instal kiya hai,ph to pc ke saath conect ho jata hai aru music,application aur image bhi send ho jata hai ph par,par pc se msg send nahi hota hai,"msg sending fail"ka msg aata hai. main n72 nokia ka model use kar raha hoon

  • Anonymous Nov 18, 2008

    phir wohi problem.msg sending fail

  • Anonymous Mar 21, 2014

    maray q mobile e900 pay tv chala raha hoon to awaz to a rahi hay par tasveer nahi a rahi is ka kiya hall hay

×

3 Answers

Anonymous

Level 1:

An expert who has achieved level 1.

New Friend:

An expert that has 1 follower.

Mayor:

An expert whose answer got voted for 2 times.

  • Contributor 4 Answers
  • Posted on Jul 24, 2013
Anonymous
Contributor
Level 1:

An expert who has achieved level 1.

New Friend:

An expert that has 1 follower.

Mayor:

An expert whose answer got voted for 2 times.

Joined: May 30, 2013
Answers
4
Questions
1
Helped
7800
Points
7

Nokia c2-03 ka restore code kiya hata hai.

hardiksayani

Level 1:

An expert who has achieved level 1.

Corporal:

An expert that has over 10 points.

  • Contributor 2 Answers
  • Posted on Nov 17, 2008
hardiksayani
Contributor
Level 1:

An expert who has achieved level 1.

Corporal:

An expert that has over 10 points.

Joined: Nov 17, 2008
Answers
2
Questions
0
Helped
462
Points
13

Hi,

Pehle aap ye chk karo ki aap Ph se message bhej sakte ho?? Agar Ha to message settings me Delivery Report ON karo aur phir ph ko 1 bar restart karke pc se connect kar ke message send karne ka try karo.

Ad

Anonymous

Level 1:

An expert who has achieved level 1.

New Friend:

An expert that has 1 follower.

  • Contributor 3 Answers
  • Posted on May 14, 2013
Anonymous
Contributor
Level 1:

An expert who has achieved level 1.

New Friend:

An expert that has 1 follower.

Joined: May 14, 2013
Answers
3
Questions
1
Helped
8424
Points
5

Nokia 1209 ka passawrd bhul jane pr reset kese hota h

Add Your Answer

×

Uploading: 0%

my-video-file.mp4

Complete. Click "Add" to insert your video. Add

×

Loading...
Loading...

Related Questions:

0helpful
2answers

Fouling number 2&3plugs

Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking in Hindi. Hello Friends aaj me aapko bahut hi useful mobile application ke bare me bataunga jis ki madat se aap apne mobile me ek hi samay me kai sari apps ko chala sakte hai or dono ka maja ek sath le sakte hai ya or bhimutiple apps ko use kar sakte haiek sath . Jaise agar aap Facebook chala rahe hai to uske sath sath floating windows me YouTube video dekhe sakte hai ya or bhi kai app ko aaram se chala sakte hai (Multitasking).
Apne Computer ka use kiya ho to aapko pata hi hoga ki, computer me hummultiple windowska use karte hai or hum kai sari software or kaam ek sath kar sakte hai . Par multi windows or multi floating windows ka option android mobile me nahi hota hai par aaj me jis mobile application ke bare me bataunga uska istemaal kar ke aap aaram se apne mobile me multiple screen or floating windows ko open kar payenge or kai sari mobile app ko ek sath use kar ke maja le sakte hai . ye bahut hi small App hai to chaliye jante hai kiAndroid Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking in Hindi
Sabse pahle aap apne apne android mobile me google play store ko open kare . Google play store ko open karne ke baad google play store ke search box me type kare "Floating apps free - multitask" or fir search kare or file jo resule aaye usme se Floating apps free - multitaskpar click kare . niche image dekhe.
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi
agar aapko ye aap ko search karne me problem ho rahi hai to aap yaha par click kar ke bhi us aap ke page me ja sakte hai .click kare : Floating apps free - multitask
Ab Floating apps free - multitask ke page me chale jayenge or yaha par jane ke baad aapINSTALLki button par click kar ke is application ko apne mobile instaal kar le .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi, Android Apps Ko Multiple Windows Me Kaise Open Kare
Install karne ke baad isko open kare . Jaise hi aap isko open karenge aapke samne welcome screen aayegi , sab welcome secrren ko skip karte jaye abhi yaha par 6 welcome screen hai to hum sabkoskipkar denge, skip karne ke liye >> ke icon par click kare (niche image dekhe) or fir end meclosepar click kar de , ap hameri app puri trah se open ho jayegi .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi , Multi Windows
Ab Floating Apps open ho jayegi yaha par hame kai sari settings or name likhe huve dekhenge . yaha parApplicationpar click kar ke .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi
Applicationpar click karte hi hamare samne niche di hui image jaisi screen aayegi . yaha par kai sari apps di honi , ye vo applications hai jin ko aap floating window me open kar ke use kar sakte hai . jaise Facebook, YouTube, Image viewer, music player, video player etc .. bahut sari aaps hai . To me abhi yaha parBrowserpar click karrunga kuki me Browser ko floating window me open karna chahta hu .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi , Multiple Screen On Android Mobile in Hindi
Jaise hi humBrowserpar click karenge vaise hi , Browser ek floating window me open ho jayega . niche image dekhe , is floating window ko aap drag kar ke kahi par bhi set kar sakte hai or background me kuch bhi kaam kar sakte hai or sath hi aap Browser me me kuch bhi kam kar sakte hai .Jitni chahe utni floating window open kar sakte hai.
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi
1.Yaha par jo tin lines hai us par click kar ke aapFloating Browser ki or bhi settings ko access kar sakte hai. uper image me point 1 dekhe .
2.Yaha par click kar ke aap apnefloating window ko minimize kar sakte hai.
3.Yaha par click or drag kar ke floating windows ka size kam ya jyada kar sakte hai.
To is Tareh se aap apnemobile me multiple screenko open kar sate hai ya yu kahe ki aap bade aaram semutiple windowsme alag alag apps ko open kar ke unsabka maja ek sath le sakte hai (multitasking) or kaam kar sakte hai .
Umid hai ki aapko hamari ye post Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking in Hindiaapko pasend aai hogi , agar isko karne me koi problem aati hai to aap hame comment kar ke jarur bataye , hum aapki help karenge or sath hi sath is post ko apne friends me share karne na bhule , jisse unko bhi iske bare me pata chale .
Video Tutorial :
Niche Diye daye video me aap janege ki kaise aap apne mobile me multiple apps ko ek sath use kar sakte hai or sabko ek sath dekhe sakte hai or apne phone ko Multitasking bana sakte hai ( Multiple Screen On Android Mobile ) umid hai ki video aapko pasand aayega .
Agar aap is tarah ke or Hindi tutorial ko dekhna chahte hai to yahaclick kare: Hindi Video
Agar aapko ye video pasand aaya ho to hindi ke YouTube chennal ko subscribe jarur kare . Subscribe karen ke liye yahaclick kare: Subscribe
Agar aap yaha par apna video chahte hai to Contact Us.
Go to top
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi,Android Mobile Me Kai Sari Apps Ek Sath Kaise Use Kare,Apne Android Mobile Ko Multitasking Kaise Banaye,Multiple Screen On Android Mobile in Hindi
0helpful
1answer

My comcast receive is lock will not come on

aap ka mere blog pe swagat hai aaj main aap ko btauga ki androidphonekorootkaise kare without pcaagr aap search kar rhe hai ki android phone koroot kaise kareto aap ko 100{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} pta hoga ki root kya hota haiaur iske faideaurnuksan kya hai aagr nhi pta hai to aaj main aap ko btauga aur android phoneko bina pc root kaise karte hai aaj main aap ko jo trick btane ja rha hu aap is trick ki help se samsung, htc, Lg, huawei, lenovo, sony, lava, karbonn, spice, intex, xolo, vivo, phones ko bhut hi asaani se root kar sakte ho bina computerke to chaliye shuru karate hai
ye bhi read kare:
android phone ko root karne ke liye best apps
android phone ko root kaise kare supersu zip file se ( without pc )
root kya hota hai
ye ek isi process hai jis ki help se aap android phone ki vo sabhi security jo lock hoti hai use tod sakate hai aur aap apne phone me vo sab kar sakte ho jo aap us phone me krana chahte ho jaisa ki android phones me pehle se jo install apps hote hai aur aagr aap in apps ko uninstall karna chahe to aap in apps ko uninstall nhi kar sakte kyu ki sabhi android phones me us ke kush features lock hote hai aagr aap android phone ke sabhi lock features ko kisi tricks se tod dete hai to us process ko root kha jata hai to aab aap ko pta chal gya hoga ki ye kya hota hai to aab main aap ko iske faide ( pros ) aur nuksaan ( cons ) kya hai is bare main btata hu
root karne kefaideaurnuksaan
pehle main aap ko root karne ke nuksaan btata hu kyu ki ise karne se pehle aap ko ek bar ye jarur jan lena chahiye iske nuksaan kya hote hai aur ye janne ke bad hi aap ko aapna phone root karna chahiye to niche main aap ko iske kush cons nuksaan bta rha hu aap root karne se pehle ek bar ine achi trah read jarur kar le
root karne ke nuksaan ( cons )
1. warranty issue- aagr aap apna phone root karte hai to aap ke phone ki warranty chali jaye gi kyu ki mobile compnies aap ko is proccess ki permision nhi deti aagr aap apna phone root karte hai to aap ke phone ki warranty nhi rhe gi chahe aap ka phone 1 din hi kyu na purana ho
2. update problem- aap apne phone ko kabhi update nhi kar sakate ye sab se badi problem hai kyu ki aagr aap apna phone root karte hai to aap kabhi bhi apne phone ko update nhi kar sakte lekin phone ko fir se unroot karne ke bad kai bar phone udate ho jata hai lekin jada tar to yhi hota hai ki unroot karne ke bad bhi phone kabhi udate nhi hota
3.Maybe the phone will be dead- aap ka phone dead bhi ho sakta hai aisa jada tar nhi hota hai aur aisa jadatar un applications me hota hai jo applications phone ko support nhi karti hai aur phone dead ho jata hai isi liye aaj main jo root karne ki process btatane ja rha hu ye application 30000 se bhi jada phones ko support karti hai aur is application se phone dead hone ka chance 0{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} hai
root karne ke faide ( pros )
1. aap phone me costom rom install kar sakte ho aur costom rom install karne ke bad aap ke phone me bhut sare naye naye features aap ke phone me install ho jaye ge
2.aap apne phone me vo sabhi apps install kar sakte ho jo keval root phones ko support karte hai aap ne google play store me dekha hoga ki bhut se apps hai jo keval root phone me hi install ho sakte hai aap in apps ko install kar sakte ho
3.uninstall preinstall apps -aap ke phone me pehle se install apps uninstall kar sakte ho pehle se install apps ko uninstall karne ke liye aap ko bas system app removerko intall karna hai aur aap is app ki help se koi bhi application uninstall kar sakte ho
4.aap phone UI ( user interface ) ko change kar sakte ho
5. improve ART- phone ki aap speed improve kar sakte hai aur phone ko aap fast kar sakte ho
6.aap apne phone ki battery life badha sakte ho
7.phone ki imeichange kar sakate ho
to chaliye aagr aap apna phone root karna chahte hai to main aap ko btata huroot kaise kare without pc
android phone ko root kaise kare without pc
to aab aap puri trah samaj gye honge ki root kya hota hai aur iske faide aur nuksaan kya hai aur is proccess ke bad aap apne phone me kya kya badlaav kar sakte ho to aagr aap apna phone root krna chahate hai to niche maine step by step btaya hai bas aap un steps ko follow karo
root karne se pehle in bato ka dhyaan jrur rakhe.
1:phone ko kam se kam 50{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} charge kare
2:setting>security>me ja kar >unknown-sourcesaagr disable hai to ise enable kar de
3: internet data on rakhe
android phone ko root kaise kare without pc tutorial
step:1 sab se pehle aap apne phone me kingoroot app ko download kar ke install kro
download kingoroot
step:2 download karne ke bad open kare aurone click rootpe click kare
step:3click karne ke bad ye proccess shuru ho jayegi aur 100{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} complete hote hi phone root ho jaye ga
step:4 100{b3eee5ed3839f5526c3b2003aca836d11c48c82e9e6478bab8103f09cf2bb0aa} hote hi root succeeded ho jaye ga agr faild aa rha hai to fir se try kare
congratulation aab aap ka android phone root ho gya hai
0helpful
1answer

We just recently purchased A Rock-Ola 9000 and it was working wonderfully until I added new cds in the machine. The Gripper Mechanism isn't working anymore and I'm not sure how to go about fixing it..

How to Unlock Vivo V9 Pattern Lock in Hindi: Vivo V9 Ka Pattern Lock Kaise Tode (Unlock) Kare. Kya Aap Pattern Lock Lagake Bhul Gaye Hai? Kya Phone Unlock Nahi Kar Pa Rahe Ho. Aur Dhund Rahe Ho. Vivo V9 Pattern Unlock Solution. Agar 'Yes' Toh Aap Befikar Rahe Is Article Par Apko. 'Vivo V9 Mobile Ka Pattern Lock Kaise Unlock Kare' Puri Jankari Bataye Gaye Hai.
Apko Sirf Aram Se Read Karna Hai Or Samjh Na Hai. Phir Apke Phone Ko Bina Kisi Mobile Shop Me Jake 200/500 Rupees Dene Ki Koy Jarurat Nahi Hai.
Kisi Bhi Vivo Phone KaPattern Lock RemoveKarna Bhut Hi Easy Tarika Hai. Agar Aap Is Post Me Bataye Gaye Sahi Steps Ko Acche Se Follow Karenge. Toh Aap Sirf 2 Minutes Me Apke Phone Ki Pattern Lock Tod Sakte Ho.
Related Articles:
? Kisi Bhi Android Mobile Pattern Pin Lock Ko Kaise Tode Unlock Kare
? Mobile FRP Lock Protection Ko Unlock Kaise Kare - (Full Guide)
Vivo V9 Ka Pattern Lock Kaise Tode (Unlock) Kare - Vivo V9 Pattern Lock Solution
Guys Vivo Mobile Ka Pattern Lock Unlock Karna Bhut Simple Hai. ApkoVivo V9 Pattern Unlock SolutionKi Sahi Process Pata Karne Se Sirf 2 Minutes Ki Time Lagenge. Apke Phone Lock Todne Ke Liye.
Kuch Dosto Ne Message Kiya Tha. - How to Remove Pattern Lock in Vivo V9?. Vivo Mobile ka Pattern Lock Kaise Tode?Aur Koy Bataya Hai. Mera Mobile Me Pattern Lock Laga ke Bhul Giya Hu. Ab Pattern Lock Ko Unlock Kaise Kare. Agar Apka Koy Question Hai Toh Avi SIH FB PageMe Message Kare.
Toh Chale Jante Hai 'Vivo V9 Mobile Ka Pattern Lock Kaise Tode'. Iski Puri Process Step-by-step Jante Hai.
Vivo Mobile Ka Pattern Lock Todne Se Pehle In Baton Ka Dhayan Me Rakhe:
1. Pattern Lock Ko Unlock Karne Se Pahle, Apke Mobile Kamse Kam 60% Charge Hona Chahiye.
2. Memory Card Aur SIM Card Insert Karle.
3. Internal Memory Full Backup Kare. Install Application Ko Bhi Backup Kare Agar Important Hai Toh. (Kyu Ki Mobile Hard Reset Karne Se Device Ki Sabhi Data Delete Ho Sakta Hai).
4. Complete Hard Reset Hone Tak Or Reboot Hone Me Thodi Time Lag Sakte Hai. Tab Tak Phone Ched Khani Na Kare. Ayse Karne Se Apke Mobile Kharab Ya Permanently Dead Ho Sakte Hai.
5. Pattern Lock Bypass Aap Sirf Khud Ki Mobile Or Friends, Family Ke Kare. third Party Ke Phone Hard Reset Karne Se Pehle Pata Kare Kiska Phone He Phir Unlock Kare. Warna Agar Koy Problems Ho. Toh Iska Jimmedar Aap Khud Honge.
Also Read: Mobile Android Version Update Kaise Kare (Badhaye)
Don't Miss: Mobile Ko Root Karne Ke Baad Kya Kare (Full Guide)
Vivo V9 Ka Pattern Lock Kaise Tode ' How to Unlock Vivo V9 Pattern Lock in Hindi
Upper Bataye Gaye Information Ko Acchi Tarah Se Padh Liye Hai. Toh Ab Hame ' Vivo V9 Mobile Ka Pattern Lock ' Todne ka Tarika Jane Ke Liye follow these steps:
Step1: Sabse Pehle Apke Phone Ko 'Switch Off' Kare.
Step2: Ab Power Button+ Volume UpButton Ko Ek Sath 5-10 Seconds Ke Liye PressKarke Rakhe. (Jab Tak Screen Me Fastboot ModeNa Ajaye Tab Tak Press Karke Rakhe)
Note: Power Button ' OK' (Confirm) Karne Ke Liye Use Hota Hai. Aur Volume Up (+)or Down (-)Key Scroll Up & Down Karne Ke Liye Use Karna Hai.
Step3: Ab Fastboot Mode Open Ho Gaye Hai. Toh Volume -(Down) KeyPress Kare. Phir "Recovery Mode" Par Select Karke Power ButtonSe "OK" Kare.
Step4: Ab "Wipe data" Select Kare. Uske Liye Volume Down KeyPress Karke Power Button Se "OK" Kare.
Step5: Ab Phir Se 2 Bar " Wipe data" Select Karke OK Kare.Samajh Me Na Aye To Niche Screenshot Dekhe.
Step6: Now Screen Par Popup Show Karega Power Button Press Karke " OK" Kare.
Step7: Ab "Back" Kare. Volume Key Or Power Button Ki Madad Se Back Kare.
Step8: Now "Reboot system" Power Button Press Karke Ohk Kare. Or Agar Popup Aye Toh Ok Karde.
Well done! ApkeVivo V9 Ka Pattern Lock Successfully UnlockHo Chuka Hai.
Conclusion: Vivo V9 Ka Pattern Lock Kaise Tode (Unlock) Kare - Unlock Vivo V9 Pattern Lock in Hindi
So Guys, Agar Aap Upper Diye Gaye ' Vivo V9 Ka Pattern Lock Kaise Tode' Steps ko Carefully Follow Karege. Toh Aap Asani Se Vivo Mobile Ka Pattern Lock Ko Unlock Kar Sakte Hai. Aur Start Karne Se Pehle, Kam Se Kam 60% Battery Charge Jarur Karle. Aur Phone Ki Data Backup Karna Na Bhule.
Agar Apko Vivo Mobile Ka Pattern Lock Tode Ne Me Kahi Difficulty Lage. Toh Directly Aap Solution In Hindi Fb PagePar Problems Send Kare. Toh Ye Article Apko Kaisa Laga Niche Comment Karke Hame Jarur Bataye. Aur Issi Tarah Phone Security Ke Bare Me Jankari Ke Liye Avi SUBSCRIBE Kare.
0helpful
1answer

My ex said “be careful she might fall in love with you” what should I do plz help

Ek Computer me Dual/multi windows kaise install kare?
Naskar Dosto, Aapne kabhi yeh to socha hi hoga ki kya hum apne computer me 2 ya 2 se jyada windows ek sath chala sakte hai kya vo bhi ek hi computer me to aap sahi soch rahe hai balki aap ek computer me 2 kya 2 se jyada windows bhi install kar sakte hai yani ke ek sath apne computer windows 7 aur windows 8 ek sath install kar sakte hai aur unhe use kar sakte hai. Jis tarah Sabhi logo ki pasand Ek na ho kar alag-alag hoti hai oosi tarah user ka Windows version ko lekar bhi sabhi ki choice different hoti hai.
Aaj hum janenege ki apne computer me Ek sath two windows kaise use kare ya phir esa kahe ki Ek computer me windows8 O.S. aur windows10 O.S. dono ek sath me kaise install kare English me iseDual Windows bootkahte hai. Aapne abhi tak ek computer me ek windows to chala hi hoga par kya kabhi Aapne ek sath me ek computer me 2 O.S. ek sath chalaya hai aur kya aap janna chahte hai yeh kaise karte hai to yeh post padhte rahiye hum mai es post me bataunge ki kaise apne computer mewindows7 and windows 8 ek sath installed rakheaur use kare par ek computer me 2 ya 2+ se jyada windows install karne ke pahle kuch chije bata dena chahunga jise aap dhayan se padh aur samajh lijiye.
2 Windows (Multi windows boot) install karne ke pahle kuch jaruri baate
Dosto computer 2 windows ek sath chalane ke liye compute 2 se jyad Local Drive partation hona chahiye yani ki hdd to ek hi par uske internal partition jyada hona chahiye aur sabhi ki size 10Gb se jyda hona chahiye kyonki Local drive C me to main windows rahega aur baki bache two drive jisme se ek drive me new windows install kiya jayega aur 3 rd drive me data backup ya save karne ke liye alag se drive hona chahiye agar computer me extra drive na ho to comuter me new drive partition kaise banaye padhe. Aap computer me jitne windows install karna chahte hai utne new drive partition create kare aur ek drive data bachup ke liye jarur rakhe.
*. Computer Antivirus kaise install kare
*. Android app kaise chalayae
*. new drive partition kaise banaye
Windows installkarne ke pahle yeh jarur pata kar lijiye ki jo dusri ya new windows aap computer me install karne ja rahe ho oose apka computer system support karta ho aur sath hi computer Ram and processor windows ke compatible ho jisse oose operate karne me koi problem na aaye kyonki windows ka installation to kisi bhi tarah ho jata hai par baad me oose load hone me dikkata aati hai jisse na to aap oose use kar payenge aur apna time waste karenge.
Multi Windows install karne ke pahle apne computer data, file and folder ka backup jarur bana lijiye.
Jis kisi bhi Windows ko install karna chahte hai uske windows insallation ki disk ya bootable pandrive hona jaruri hai agar aap windows 10 install karna chahte hai to uski aur windows 7 install karna chahte hai to uski alga se disk hona chahiye.
Computer me 2 windows ek sath kaise install kare ya Computer me windows 7 and windows 8 ek sath kaise install kare?
Step1:CD-Dvd drive me windows installation disk lagaye aur phirF12press kar boot settings me jaye aurFirst drive me Cd-dvdselect kare aur F10 press kar oose save kar dijiye phir computer/laptop restart hoga tab Press any key line ka wait kare aur jese hi yeh line dikhe Enter ya koi ek key dabye aur windows setup me enter kare.
Step2:Setup start hote hi aapkolanguage selectkarna padega tab language select kare aur next par click kare.
Step3:Language select karne ke baadInstall nowpar ko select kare.
*. Whatsapp web kaise chalaye
*. Video convert kasie kare
Step4:ab aapko apne system ke processor, Ram ke hisab se 32/64 Bit select karna hai short me kahe to agar aapke system me 1 Gb-2Gb Ram hai to 32 bit and 2 Gb se jyada hai to 64 bit select kare aur next kare phirlicense agreement acceptkare.
Step5:Ab aapko two option show honge tab customize select kare aur next kare, Yaha dhyan dijiye Which drive to format me Aapko yaha Local drive C ko chhod kar dusra drive (D, E) select karna hai aur dhyan rahe ki aapko vo drive galti se bhi na select kare jisme aapne backup rakha ho en dono drive ke atirikt koi sa bhi drive select kare phirpahle formatandnextkare.
Step6:ab new windows installation ki process start ho gayi hai ab kuch hi der me aapke system me new windows install ho jayega oose setup kare.
Ab aapke computer system me 2 windows install ho chuki hai ab jab kabhi bhi computer on hoga to puchega ki which windows version you want to operate tab vo windows select kare jise aap use karna chahte hai.
2 windows me se kisi ek windows ko Default kaise set kare?
Vese to jab hum system on karte hai tab 2 windows me se jo windows use karna chahte hai vo select kar lete hai par agar hum chahe ki hume only windows 7/8 hi boot karna hai to hum esa bhi kar sakte hai iske liye aapko configuration me kuch changes karna padega.
Step1:Ise karne ke liye windows key +R press kare usmemsconfigtype kare.
Step2:msconfig command sesystem configurationopen ho jayega usem Boot vali tab me jaaye tab aapke computer me jitni windows install hai uski list show hogi tab yaha par vah windowsOS selectkare jise aap fix karna chahte hai aur phirset as default presskar dijiye.
Multi windows delete/Uninstall kaise kare?
Multi windows me se kisi ek windows ko uninstall/delete karna bahut hi aasan hi iske liye windows installation ki 4 steps tak esa hi karna hai aur phir 5 step me aapko vo drive select karna hai jis me windows install hai aur jise aap uninstall karna chahte hai phir format par click kare aur setup exit kar dijiye. Ab computer me only ek windows rah jayegi jise aap rakhna chahte hai ab vahi windows OS hi load hoga.
May 02, 2018 • Cameras
0helpful
1answer

How do i get my dishwasher off the intensive cycle its stuck on.

Android Phone Se Computer Me Windows Kaise Install Kare
Android Phone Se Computer Me Windows Kaise Install Kare
helpgyan
Aaj ki is article me hum aapko batane wale hai kiandroid phone se computer me windows kaise install kare.Agar aapke paas computer ya laptop hai to aap apne PC ko apne android mobile se format kar sakte hai.Aaj hum aapko yahi batane ja rahe hai ki computer me android phone se windows kaise install karte hai.Jab hamare computer ya laptop me kisi bhi tarah ka problerm aa jata hai,to hum apne computer me new windows install karte hai,jiske liye hamare paas bootable CD / DVD ya pendrive hona jaruri hai.Agar aapke paas ye sabhi item nahi hai to bhi aap apne PC me windows install kar sakte hai.To chaliye dekhte hai ki android mobile ko bootable banakar windows kaise install kare.
Android phone ko bootable USB bankar windows kaise install kare.Mai aapko is trick ki jankari isliye de raha hu agar aapke paas pendrive nahi hai to aap apne phone se computer me windows install kar payenge.Ya agar aapke paas pendrive hai to aap apne pendrive ko bootable banakar windows install kar sakte hai.Abhi tak aap logo ne CD ya pendrive ki help se windows install ki hogi.Lekin mai aapkoandroidphone se windows install karne ka tarika bataunga.Aaj kal cd dvd ka isteaml bahut hji kam log karte hai aur agar aapke paas pendrive bhi nahi hai to aap apne smartphone ko bootable bana sakte hai,aur apne bootable android phone se windowes install kar sakte hai.Lekin iske liye aapke paascomputrerlaptop ke sath sath ek android phone hona jaruri hai.Tabhi aap apne phone ki help se computer me windows install kar payenge.Waise bhi aaj kal lagbhag har aadmi ke paas android phone hota hai.So aap us android phone ko bootable bana sakte hai aur apne computer par windows install kar sakte hai.To chaliye jante hai ki android phone ko bootable kaise banaye.
* Windows Ki File Ko ISO File Me Kaise Change Kare
* Android Mobile ( Phone ) Ko Root Kaise Kare
Android mobile ko bootable karke PC format kaise kare.Agar aap apne android phone ko bootable banakar apne PC ko format karna chahte hai,to aapko apne smartphone aur computer me kuchh apps and tools install karna hoga.Agar aap inme se koi bhi tools and app ko miss karte hai to aap apne phone ko bootable nahi bana sakte hai.Agar aapne apne phone ko bootable bana bhi liya to work nahi karega.So dhyan rahe ki smartphone bootable karne ke sabhi step ko sahi se follow kare.To chaliye ab dekhte hai
Bootable Android Phone Banane Ke Requirements?
Bootable android phone banane ke liye aapke paas kya kya hona jaruri hai.Mai bata raha hu aap in item ke bina apne phone ko bootable nahi bana sakte hai.So aap in sabhi item ka use kare.
1. Aapke computer me rufus software install hona chahiye.
2. Aapke android phone me drive droid app install hona chahiye.
3. Ek best quality ka USB cable hona jaruri hai.
4. Aapke android mobile minimum 4GB space hona jaruri hai.
5. Aapka android phone rooted hona chahiye.
Android Phone Ko Bootable Banakar Computer Me Windows Install Kaise Kare
Agar aap upar bataye huye sabhi requrements ko fill karte hai to aap apne phone ko bootable bana sakte hai.Mai aapko yaha kuchh tips de raha hu jiski help se aap bahut hi simple tarike se bootable android phone bana sakte hai.So apne mobile phone ko bootable banane ke liye aap hamari kuchh step ko follow kare.
1. Sabse pahle aap drivedroid app ko download or install kare aur phir open kare.
2. Open karte hi ek popup box open hoga jisme likha hoga drive droid would like to get root access aap yaha par allow button par click kar de.
3. Phir ek new page open hoga yaha aap sabse niche + ke symbol par click kare.
4. Ab aap create blank image... par click kare.
5. Phir aap windows ISO file ka name aur size dale aur phir partition table ( mbr ) par click kare.
6. Jab aapke windows ka ISO file ban jaye to aap choose an usb system par click karke apne android phone ko apne PC se connect kare.
7. Phir aap drive droid app ke home page par jakar Iso image ko select kare jise aapne create kiya tha.Aur phir aap USB option par click kare.
8. Ab aap rufus software ko download karke apne computer par install kare aur open kare.
9. Phir aap sabse upar drive ke niche apne android phone ka drive select kare aur phir aap cd ke icon or iso image par click karke iso select kare.
10. Ab aap start button par click kare phir aapke android phone bootable procces sytart ho jayega.
11. Jab ye procces complete ho jaye to aap apne smartphone se kisi bhi computer ya laptop me OS install kar sakte hai.
To kuchh is tarah se aap apne android phone bootable kar sakte hai.Agar aapne in sabhi styep me se kisi bhi step ko miss kiya to aapka smartphone bootable nahi ban payega aur aap apne computer me OS install nahi kar payenge.So jinko OS or iso or bootable karne ka knowlege ho wo bahut asani se kar sakta hai.
May 02, 2018 • Dishwashers
0helpful
1answer

Tower fan not bliwing much air

Dosto bahut lago ke pass ghar pe Computer/Laptop to hota hai par internet connection nehi hota hai. Aise me agar aapke paas Nokia mobile phone hai to aap asani se internet connection computer me kar sakte hai. Aapke sim me internet pack activate karke, computer me connect karke internet kar sakte hai.
IN CHEEZO KA HONA JARURI HAI NOKIA MOBILE PHONE KO COMPUTER ME CONNECT KARKE INTERNET CONNECTION KE LIYE:
1. Ek Nokia Multimedia mobile phone (EDGE/GPRS/2G/3G support).
2. Ek USB Data cable. (Computer se connect ke liye).
3. Nokia PC Suite ya Nokia Ovi Suite.
Aapka phone kaun sa Suite support karta hai janne ke liye apne mobile phone pe check kiya ja sakta hai, Janne ke liye apne mobile ka settings>connectivity>USB data cable check kare. Apke mobile phone pe PC Suite dikha raha he to apko PC Suite software chahiye aur agar apke mobile pe Ovi Suite dikha raha hai to aapko Ovi Suite software chahiye.
SOFTWARE KAHAN SE PRAPT KARE:
Software disc se bhi prapt kar sakte hai nehi to kisi friends ke internet se ya cyber cafe se bhi download kar sakte hai. 2,3 sites me bata raha hoon jaise filehippo,cnet,microsoft etc se aap download kar sakte hai.
KAISE NOKIA MOBILE PHONE COMPUTER SE CONNECT KARKE COMPUTER ME INTERNET CONNECTION KARE:
Dosto me aapko step by step bataunga kaise Nokia phone Computer se connect karke Internet connection kar sakte hai.
STEP-1
Software prapt karne ke baad, software pe double click karke aur install kare niche image ke mutabik. Me Nokia Ovi suite install karke dikha raha hoon.
STEP-2
Nokia Ovi Suite install ho gaya. Apne desktop se Nokia Ovi suite open kare aur apna Nokia mobile USB duara Computer me connect kare. Niche image ke mutabik connect kare.
STEP-3
Left side upar tool option hai click kare aur connect to internet pe click kare. Niche image ke mutabik connect kare.
Ye dekhe internet connected hogaya hai. Ab browser open kare aur search kare. Asha karta hoon aapko mera ye post pasand aya hoga. Agar kahi pe bhi samajne me dikkat aye to ya koi bhi sawal ho to jarur comment kariyega dhanyawaad.
0helpful
1answer

Why does my Nokia 6303i not start

agar apka mobile start nahi ho rha hai to ho skta hai ki phone ki ic khrab ho , ya fir customer care ke paas bhi ja skte ho ,or repair wale ko bhi dikha skte ho isme aapke 200- 250 tak kharch ho skte hai, kai bar net ka zyada use krne se virus aa jata hai ,uski vajah se bhi mobile nahi chal pata,
0helpful
1answer

What is its work

Agar Aap Ka Sound Chal Nahi Raha hai toh...
neeche diye hui problem ho sakti hai.. woh check kar lo..
1. Aap ka Output sound PC se barabar connect hai ya nahi yeh check kar lijilye...
2. Aap ke Motherboard ke saath Ek CD aayi hogi.
3. Us CD Me Aaapke Mother Board Drivers Hote hai, Aur Usi me Sound Drivers bhi hota hai. Us Drivers ko Apne PC me Install Kar dijiye.
4. Aur Next Step check kar lijiye - Start - Setting -Control Pannel - Sound & Audio Devices - Us me Volume Badhakar Dekh lijiye....
Aap ka problem Solve ho Jaayega
1helpful
1answer

Phone apne aap band ho jaata hai

AAP PEHLE APNE PHONE KI BATTERY THIK THAK HAI YA NAHI YEH CHECK KARE. AGAR THIK HAI TOH BATTERY AUR PHONE K BEECH MAIN JO CONNECTION HAI WOH SUI SE CLEAN KAR LE.

PHIR BHI PROBLEM HO RAHA HAI TOH APNE PHONE KO MASTER RESET KARE. YEH KARNE SE AAP KA PROBLEM SOLVE HO JANA CHAHIYE.

AGAR PHIR BHI NAHI HOTA TOH APNE PHONE KA MEMORY CARD NIKAL KAR USE KIJIYE. KABHI KABHI MEMORY CARD KHARAB HONE SE BHI YEH PROBLEM AA SAKTA HAI.

YEH PROBLEM SOLVE HO JAYE GA

BYE.

KETAN PATEL.
1helpful
1answer

My mobile N70M problem music and vedio song not play

I'll answer your question in both English and Urdu/ Hindi

You must have setup your Pc Suite to copy all media files on PC and erase then off the phone , turn it off to retain the media files.

In Urdu / Hindi
aap ne apna pc ka PcSuite sare tasweer aur medai format karne par set kia hua hai jab wo sab kuch hard disk par copy karlets hai , us ko off kar leen . aga aap ko yeh solution kaam aaye to mujhe vota kreen

If you like the solution do vote for me
Not finding what you are looking for?

423 views

Ask a Question

Usually answered in minutes!

Top Nokia Cell Phones Experts

Kolbrun...

Level 3 Expert

1228 Answers

Muhammad Irshad...
Muhammad Irshad...

Level 2 Expert

92 Answers

Brad Brown

Level 3 Expert

19187 Answers

Are you a Nokia Cell Phone Expert? Answer questions, earn points and help others

Answer questions

Manuals & User Guides

Loading...